Baba Saxidas Ji Ne
Baba Saxidas Ji Ne Aaj Kal Ke Patiyo Ki Udaasi Ko Dekh Kar Bola.
Aaj Ka Har Mard Bechara Do Mushkilo Mein Fassa Hai.
1. Biwi Makeup Kare To Kharcha Bardasht Nahi Hota.
2. Aur Makeup Na Kare To Biwi Hi Bardasht Nahi Hoti.
by Pak101.com (few years ago!) / 1096 views
Similar Jokes
1k ladke ke chere pr infection ho rha tha toh
uske dad ose doctor k paas le gye..
checkup krne k baad doctor bola..
apni gf ko bolo lipistik ka brand change kare..tume Lakme se Allergy h
by Pak101.com (few years ago!)
Pehla Zaheen Sardar
.
Teacher: Jo sakhs kuch nahi sun sakta usay English mai kia kahaingy??
Sardar: Kuch bhi Kaho, usay konsa sunayi daita hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: “Air Hostess!”
by Pak101.com (few years ago!)
1 night bijli chali gae…
SARDAR APNI BIVI SAY:
oye kam se kam pankha to chala day.
BiWI: kar di na phir sardaron wali baat… pankha
chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Famous Poet Robert Archer kehta hy
Insan apni khoobsurti, kapron or taleem se nahi pehchana jata.
Agr insan kisi cheez se pehchana jata hy to wo hy sirf
Original C.N.I.C
Hamesha apne pas rakho bhai halaat ka kuch pata nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Maalkin Kafi Der Se Gum Sum Si Apne Kamre Mein Bethi Thi, Naukrani Ne Ye Dekha To Usne Puch Hi Liya.
Naukrani: “Malkeen Ji, Aap Udas Kyu Hai?”
Malkin: “Tumhare Sahab Apne Office Ki Kisi Ladki Se Pyar Karte Hai”
Naukrani: “Nahiiiiiii, Sahab Mujhe Dhokha Nahi De Sakte“
by Pak101.com (few years ago!)
BUSH baraa chalak hai....... 9 bachoon ka bap hai.. BUSH. bara nirala hai .10wa bhi aanay wala hai........waise aapus ki baat hai.........is sab main USAMA ka haath hai
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan Yaar Abhi Tumhare Ammi Ka
Pathan: Yaar Abhi Tumhare Ammi Ka Khaansi Kesa Hai?
.
Dost: Kaansi Band Ho Gayi,
Magar Ab Saans Ruk Ruk Ke A Rahi Hai,
.
.
Pathan: Koi Baat Nahi, Khuda Ne Chaha Tu Wo Bhi Band Ho Jaye Ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOY: chalo kisi sunsan jaga par ghomney chalen !!!
Girl . Tum asey wesey harket to nahen karogay?
Boy . Nahi
Girl. Phir rahnedo kiya faida !
by hearthackervsgirls (few years ago!)