apun jhot nai bolta.
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna
mangta hai.
Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega
Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita
ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon
gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to TU
bola kabhi jhoot nehin bolega. CIRCUIT : Bhai, apun jhoot nehin
bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Rizwan Ajmal (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Police-Aap Belt Pehen Kar drive kar rahe hai aapko Rs. 5000 ka inam diya jata hai Aap iska kya karoge
Santa-main is se apn driving license bannaunga...
by Pak101.com (few years ago!)
Words For Life Time...
"Try to make At-least 2 Persons Happy in a Day."
But Make Sure that One of Them is
YOURSELF. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU Mobile Compny Me Job Lene Gya 1st Hi Swal
Ka Jawab Dene P Usko Bhaga Diya Gya
SAWAL-Sabse Mashur Network Konsa H
G:Cartoon Network
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Q: What did the gangster's son tell his dad when he failed his examination? A: Dad they questioned me for 3 hours but I never told them anything."
by khalid hussain (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi
Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Apne Scooter Pe Ja Raha Tha, Raste Mein Ek Aadmi Ne Lift Maang Li.
Aage Red Light Thi Pathan Ne Badi Teji Se Scooter Nikal Diya Pichhe Baitha Aadmi Dar Gaya.
Aadmi: “Pathan Ji, Red Light Thi”
Pathan: “Hum Pathan Hai Red Light Pe Nahi Rukte”
Phir Red Light Aayi Phir Nikal Diya, Aadmi Aur Jayada Dar Gaya.
Aadmi: “Pathan Ji Marwaoge Kya Red Light Thi”
Pathan: “Hum Pathan Hain Pathan Red Light Pe Nahi Rukte”
Aage Green Light Aayi To
Pathan Ne Zor Ka Break Mara Aur Wahi Ruk Gaya.
Aadmi: “Pathan Ji, Ab To Chalo Green Light Hai”
Pathan: “Abbey Marwayega Kya, Udhar Se Koi Pathan Aa Raha Hua To?“
by Pak101.com (few years ago!)
1 horror movie dekhi
Husband:rat ko mene ek horror movie dekhi, 1 chudeil kabhi mere aage kabhi piche aur kabhi sath chal rahi thi,
Wife:Kaun si movie thi?
Husband:Apni shadi ki
by Pak101.com (few years ago!)
Son--- Can u write with your eyes closed ?
Father -- Yes.
Son-- Good ; can u sign my report card
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Apne Bhai ko Maar raha tha.
1 Admi ne Poocha Tum ise q Maar rahe ho..?
Sardar: Doctor ne kya c
.
.
En’nu Dwai Kott k deni ay.
by Pak101.com (few years ago!)