Adab ki inteha
Adab ki inteha!
Mein sirf ye soch kar paper khali de ata hun
Faraz!
K kahin teacherz ye na kahen k agay se jwab deta hai
by Pak101.com (few years ago!) / 960 views
Similar Jokes
Hazaron Saal Uski Maa Karti Rahi Us K Baap Se Gaddari..
.
.
.
.
.
.
Tab Kahin Jaa Kr Paida Hua Asif ali Zardari…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: 1 Kg Pakora dena
Halwai ne jaise hi tel me garm karke nikala
Santa: Abe kanjoos, Pani me dho ke de raha hai,
kuch surf saboon to dal deta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Haath Main Cycle Pakadkar Bhaag Raha Tha,Doosre Aadmi Ne Poocha Bhai Tum Cycle Par Kyun Nahi Baith Jaate. Pehle Aadmi Ne Jawaab Diya,Mujhe Jaldi Jaana Hai Isliye..
by Pak101.com (few years ago!)
Son:"dady what is difference between confidence & secret"?
Dad:" u r my son that is confidence .
Ur friend is also is my son that is secret
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- yar tere our bhabhi ki jodi to Ram-Sita ki jodi hai.
Banta- kahan yar, na to yeh dharti me samati hai our, na he ise koi utha k le jata he..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Subha-Subha Sair Karte Hue Jungle Ki Taraf Ja Pahuncha,
Wahaa Usne Ek Saamp Ko Ped Par Latka Hua Dekha, Aur Hass Ke Samp Se Bola.
Santa: “Oye, Sirf Latakne Se Height Nahi Badegi, Mummy Ko Bolo Complan Pilaye“
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi me agar kuch hasil karna ho to hamesha apne dimagh ki suno
Agar dimagh se koi jawab na aaye to Dil ki suno Wahan se bhi koi jawab na aae to
Anhken band kr k socho k “Ya-Allah kahin me SARDAR to nhi?
NAHIEEEEEEEE!..
by haleema sadia (few years ago!)
Pappu 2 God: Plz give me 1 bag full of money, a job
and 1 big vehicle full of gals.
God: Bless u!
2day Pappu is a bus conductor of a Girls College.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Door Kisi Shehar Mein Apne Friend Ki Shadi Mein Gaya.
Par Raste Mein Kisi Wajah Se Bus Nikal Gayi Aur Vo Chalte Chalte Ek Gaanv Mein Pahunch Gaya.
Toh Santa Sochta Hai Kisi Ke Ghar Hi Raat Kaat Lete Hai, Yeh Soch Kar Woh Ek Ghar Ka Darwaja Khatt Khtata Hai.
Santa: “Ji Apke Ghar Mein Raat Gujarni Hai, Subah Chala Jaunga”
Aadmi: “Yeh Bahu Betiyon Ka Ghar Hai, Hum Nahi Rakh Sakte”
Santa Doosre Darwaje Par Aise Hi Pooochta Hai, Wahaan Bhi Ek Lady Bolti Hai Ye Bahu Betiyon Ka Ghar Hai Hum Nahi Rakh Sakte.
Kai Jagah Yahi Sunne Ko Milta Hai, Toh Last Mein Kuch Sochkar Ek Aur Darwaja Khatt Khtata Hai Aur Poochta Hai.
Santa: “Ye Bahu Betiyon Ka Ghar Hai Kya?”
Aadmi: “Haan, Kya Karna Hai Bolo”
Santa: “Ji Ek Raat Kaatni Thi.“
by Pak101.com (few years ago!)
Thousand Words Of A Teacher Do Not Hurt,
But The Silence Of A Friend In The
Examination Hall Brings
Tears Into The Eyes... ;->
by Pak101.com (few years ago!)