Dhamaka Sale
*Dhamaka Sale*
Buy Pakistan get Kashmir Free!
50% Discount for USA, Saudia and UK.
Plz contact Asif Ali Zardari.
Commission 10%
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Wife:
Aap Bohat Mote Ho Gaye Ho,
Sardar:
Tum Bhi To Kitni Moti Hogayi Ho,
Wife:
Buddhu Main To Maa Banne Wali Hoon,
Sardar:
Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by Mazhar Khan (few years ago!)
A lawyer was driving his Ford down the street, singing to himself, "I love my Ford." Focusing on his car, not his driving, he smashed into a tree. He survived, but his car was Crashed. "My car! My car!" he sobbed.
Another man was driving by and cried out, " you're bleeding! your left arm is gone!"
The lawyer, sobbed again, "My Rolex! My Rolex!"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pari Ne 60 Saal K Shadi Shuda Jorey Se Kaha,
Mein Tum Dono Ki Ik Ik Khawish Pori Kar Sakti Hoon,
Biwi: Main Apne Shohar K Sath Sari Duniya Ki Saer Karna Chahti Hoon,
Pari Ne Jadu Ki Chari Ghumai Or 2 Tickets A Gaen,
Phir Shohar Sey Pucha, Tum Kya Chate Ho…?
Shohar:
Apne Se 30 Saal Choti Biwi Ka Khwahishmand Hoon,
Pari Ne Jadu
Se Usko 90 Saal Ka Kar Diya,
Moral:
Mardon Ko Yaad Rakhna Chaiye K Pariyan Bhi Auraten Hoti Hain..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Qaatil kisy kehty hen?
Pathan : Mujhy nahi pata.
Teacher : For example Tumne apne baap ko qatal
ker diya, to tum kiya huye?
Pathan : Yateeem.....:-p
by @irha@ (few years ago!)
Husbnd:
Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai
Accha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv:
Tum apnay kaan saaf karwao
“ALTAF Bhai”TV pe khitab kar rahe hai
by Tariq Bangash (few years ago!)
Police wala:tumhara koi mulaqati nai aya kia sub naraz hain?
Qaidi:nai wo pehle hi qaidi hain
by Sabir shah (few years ago!)
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husbend: Gaana Ga RaHa Tha Main Dunya Hila Dun Ga TEri Chahat Main,
_
Bv: Rahne Do Raat Ko Bed To Hila Ni Patey,
Dunya Kya Khak Hilaogy
by Mazhar Khan (few years ago!)