2 ghantay aatay ki line main
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Pak101.com (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
1Pthan k ghr Gas ka bill 50,000 aya
Wo sui gas ofice gya Or oficer se bola:
Tm log muje ye btao begherto ?
Kya dozkh ka pipe mere ghr
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Aaj raat mai nahi sowonga
Dost: kion??
.
Sardar: Kal khwab mai 1 Pathan se larayi howi, wo aaj banday le kea raha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa ne PCO pe jate hi PCO wale ko 2-thappad laga diya...
Socho kyon..?
PCO ke bahar likha tha, dial karne se pahle 2 lagaye
by Pak101.com (few years ago!)
aik gareb admi kahen jar aha tha ke is ki takkar aik amir admi ke sath hoi,
Amir admi gusse se: “kyat um andhe ho”,
Gareeb admi masomiat se bola: “”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 sardar bus main betha
us k samnay 1 molvi beth gia
sardar dar gia or bola "molana saab tusi dum darood walay oo yha bumb barood walay?"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Medam boy se- kahan h copy, kahan h pen?
boy- jabse tumhe dekha,kya copy kya pen?
Tare mast-mast 2 nain,
mere dil ka le gye chen,
gayab h copy or kho gye pen
by Pak101.com (few years ago!)
Photo Sirf Actions Sey Nahi..
.
.
.
.
.
.
.
.
Moo Dhony Sey Bhi Achi Aa Jati Hay..:-D:-P:-O
by Pak101.com (few years ago!)
sardar apna mobile
Qabristan main dafna raha tha
.
Major Rohail:
Sardar G Ye kya kar rahe ho?
....
Sardar:
Yaar dukan wale ne kha hai ke
Mobile "DEAD" ho gaya hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao..
hmare pakistan k halat daikh kar bache bhi dunia mein akele ane se darte hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:o bhai sahab mujhe yahan nai rehna mujhe apne paise wapas karo ,itna chota kamra tm mujhe janwar samjhe ho.
Waiter:sir ye apka room nai lift hai
by Sabir shah (few years ago!)