Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar karke ghar ja raha tha.Achanak bijli chamki, badal garje,jor se barsaat ho gayi.Tufan aa gaya
Aadmi: He Bhagwan,Lagta hai pahunch gayi
by Pak101.com (few years ago!) / 1214 views
Similar Jokes
Santa jangal ke raste ghar jaa raha tha. Raste mein ek chudail ne uska raasta roka aur boli: ha ha ha ha mein chudail hoon. Santa: Mujhe malum hai aur teri ek behan mere ghar pe hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Farishte Qabar Mein PATHAN Ko Maar Rahy
Thay...!!!
Woh Hans Raha Tha..
Farishton Ne Waja Puchi To Bola:
Hum Khudkash Hamle Mein Mara Tha..
Ye Sar Hamara Hai Aur Jism Kisi Aur Ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki Totay Se:
Main Kesi Lagti Hoon
Tota:
Awara Lagtee Ho
Larki:
Tota Badtameez Hay
Shopkeeper Ne Totay Ko Leja Ke Pani Me Dubaya Or Pocha: Gali De Ga?
Tota :
Nahi
Larki Totay Se:
Agar Mere Ghar Per Mere Sath Ek Admi Ay To Tum Kya Socho Ge
Tota:
Tumahra Shohar Hoga
Larki:
Agar 2 Admi Ho To
Tota:
Tumhara Shohar And Devar
Larki:
Agar 3 Ho
Tota:
Shohar Devar And Bhai
Larki:
Agar Ho To?
Tota:
Pani Lay Aao Mene Pehlay Hi Kaha Tha
K
Awara Hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jab jab hume pyaas lagati hai,
Unke aane ki aas lagti hai,
Unki diwangi mein hum ho gaye itne diwane ki,
Har ladaki ki maa apni saas lagti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Makhi 1 Ganjay K Sar Pe Jaa Bethi
Dusri Makhi Ne Kaha?
Waah!Kya Ghar Mila Hai Tujhe
Pehli Makhi Boli
Nahi,Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kutta punch Q hilata hai ? . . . nahi pata Ans :- Qki punch me itni takat nahi hoti K wo kute ko hila sake. ha ha ha...
by Pak101.com (few years ago!)
chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:
..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kitna roya tha wo apni mehboba ko call kar k
faraz
jab rat k 3 bje tak wo sunta raha
ap ka matlooba number dosri line pe masroof hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Techar:tumhari zaat kia hai?
Student:pehlay hum butt the.
Pher jutt howe,pher rana ho gae,ab hain darzi aur aage ammi ki marzi
by Sabir shah (few years ago!)
1 sardar bus main betha
us k samnay 1 molvi beth gia
sardar dar gia or bola "molana saab tusi dum darood walay oo yha bumb barood walay?"
by Tanveer Hussain (few years ago!)