Aik Aurat Jannat Ke
Aik Aurat Jannat Ke Farishta Se Boli
Mera Nikah Jannat Waly Shohar Se Kra Do.
Farishta Bola: Nikah To Kara Donga
Pehle Koi MOLVI to Jannat Main Aye
by Pak101.com (few years ago!) / 879 views
Similar Jokes
Girl.. Aj tum jo bolo gay main manu gi.
Boy.. Har bat manu gi??????
Girl.. Han har bat, kuch b ho, k0i b ho...
Boy.. Soch lo???
... Girl.. Soch liya hai.
Har bat manugi.
.
.
.
.
.
Boy.. Phir aj k bad panch waqt ki Namaz parhna.
Har Boyfriend kamina nai hota..
( ',' )
_/) (>
| \_ Geo Haji Sb
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Class Mein Papu Se Puchti Hai,
Teacher: “ Chalo Papu Aaj Tum
Batao, Tumhara Favorite Writer
Koun Hai? Papu: “ Mam,
.
Aapki Beti Tina, Jo Mujhe Har
Hafte Ek Achha Letter Likh Ke
Bhejti Hai “ :p
by Pak101.com (few years ago!)
One Boy to Waiter: Hum Yahan Nahi Rahenge, Humare Paise Wapis Karo,
Itna Chhota Kamra Aur Bas Ek Stool,
Tumne Hume Bewkoof Samajh
Rakha Hai Kya?
Waiter: Sir, Kamrey Mein To Chaliye Ye Lift Hai
by Pak101.com (few years ago!)
girl on phone.
Girl: janu i m missing u very much where r u since morninG….
.
.
.
boy: abi tou bat hoi hai hmarai 2 min pehlay.
.
.
.
.
.
.
girl: oh! phr se tujhay hi lg gai call..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar ji: apko kbi ksi se pyar hua?
Haan yaar!
Par wo manti hi nhi!
Kya kahti hy?
Kehti hy
””I LOVE U 2?”
Pta nhi ye doosra kanjar kon hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
I am scared of people who study a lot..
They have so much of information stored in their brains that there is no space left for common sense..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Circiut: Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla hai aaj raat ko dinner pe.
Mera Sara chain collection apne kamray mein chupa do na please.
Munna bhai: Kyun tera dost chor hai kya?
Circiut: Nahin Bhai, woh apne chain pehchan lega.
by khalid hussain (few years ago!)
A Sardar was writing something very slowly.
Friend asked: Why are you writing so slowly?
Sardar: I am writing to my 6 yrs old daughter,
she can not read very fast.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jinn: Hukam aaka?
Man: Ghar se dunai tak road banani hai
Jinn: Mushkil hai aur koi kaam bataiye
Man: Meri biwi ko aagyakari aur samajhdar bana do.
Jinn: Road single banani hai ya double..
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ab aap khatre se bahar h phir b ap itne dar kyo rahe ho Marij accident hua tha us par likha tha zindgi rahi toh phir milenge
by Pak101.com (few years ago!)