Pathan 100 Ke Note Pe
Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha
2nd Pathan:
Ye Tum Kya Kar Rahe Ho
1 Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1390 views
Similar Jokes
Santa Apne Bete Pappu Ka Admission Form Bharne Mein
Madad Kar Raha Tha, To Pappu Ne Puchha.
Pappu: “Papa, Ye Mother Tongue Wale Box Mein Kya Likhna Hai?”
Santa: “Very Long Likh De Beta“
by Pak101.com (few years ago!)
Boss ki wife achana office pahuch gayi. Usne secretary ko boss ke god
me baithe dekh liya. Boss bina ghabraye bola, “Kaan kholkar sun lo. Budget ki
chahe kitni hi kami ho, mein ek chair se kaam nahi chala sakta.
Dusri chair kharidne ka order aaj hi de do”.
by Pak101.com (few years ago!)
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Interviewer: wat d difference in mobile & ladline?
santa: ladine ka no hum ungli se dail karte hai mobile ka anguthe se.
by Pak101.com (few years ago!)
Hamari Light To Ab Is Tarha Se Aati Hy fArAz
Jaisey Shadi K Bad Beti Bap K Ghar Aati Hy
(acha abbu mai chalti hon, subha unhen kaam pe bhi jana hy)
by @irha@ (few years ago!)
Bacha: Maine Hathi K Samne
12 Kailay Rakhe Usne 11 Khaliay
1 Q Nhi Khaya?
Admi: Hathi Ka Pait Bhr Gaya Hoga.
Bacha: Nahi 12wa Kaila Plastic Ka Tha.
Acha Dubara
Maine Hathi K Samne 12 Kailay Rkhe To Usne Aik B Nhi Khaya Q?
Admi: Saray Kailay
Plastic K Hongay?
Bacha: Nahi Ghalat.
Is Dafa Hathi Plastic Ka Tha.
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Choha Billi se keh raha tha k
I LOVE YOU.
Billi Tum mere liye kya kar sakte ho?
Choha:Jo tum kaho gi mein wohi karoon
ga.
Billi:Kya Tum mere liye jan da sakte ho?
Choha:Na Darling Na,Sadi MAA nu put nai
Labne tenu yar Batheray”
by Zia Rasool (few years ago!)
Pappu Jahaz main khara hua aur Zor se chillaya "HI JACK"...
Sab ronay lagy.
Or Pareshan ho gaye.
Kuch dair bad Jack uth kar bola: "HI PAPPU." :-
by Pak101.com (few years ago!)
Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....
by Pak101.com (few years ago!)