Dadi mrte hue boli
Dadi mrte hue boli:Beta me apna farm, 6 tractor,50 janwar & 22,389,630 cash tmhare naam krti hun
Pota:dadi ye sub hai kahan?
Dadi: Farmville on facebook.:
by Pak101.com (few years ago!) / 1331 views
Similar Jokes
Two friend gossips
1 Friend said : yaar Jail ko "Hawalaat" kyu kehte hain..?
.
.
2 Friend said: Kyun ki jail me khane mein sirf
"Hawa-aur-Laat" hi milti hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Bara mushkil hai COLLEGE ki MiSS se pyar karna
MohsiN
Love letter bheja tha
Sign kr k 3 star de diya..(‘.’)
<))>dekh yar!
_/?¿ Assignment Thori thi…
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs
Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay
Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain
girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched
MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa-English me jhopdi ko kya kehte h?
Banta- Hut
Santa- English aati nahi to daant te Q ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban
gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use
SURPRISE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho
gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Why has the Govt. fixed voting age 18yrs & marriage age 21yrs?
Banta: Govt. ko pata hai ki desh sambhalna aasan hai, lekin biwi ko nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Suno,
dettol istamal mat karna.:-)
suna hai us se jarasim mar jate hain
magar
hum ap ko khona nai chahte.
by Sabir shah (few years ago!)
Shadi me aik sardar boht dair se khana ka raha tha kisi ne poocha kab tak khao gy,
sardar.. Me tu khud tang hon par kiya kron card pe likha tha
"KHANA 12 SE 2 TAK"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Ladka Ek Haweli Ke Aage Se Gujar Raha Thha,
To Usse Uss Haweli Ke Bahar Ek
Pathan Mila, Ussne Usse Kaha.
Ladka: “Mene Suna Hai Iss Haveli Mein Jin Bhoot Aur Aatmya Rehti Hai”
Pathan: “Rahti Hongi, Mujhe To Khud Mare Hue 8 Saal Ho Gaye Hai”
Moral: Pathano Ko Marne Ke Baad Bhi Akal Nahi Aati.
by Pak101.com (few years ago!)