Jail Ko Hawalat Kyun Kehte Hain
Two friend gossips
1 Friend said : yaar Jail ko "Hawalaat" kyu kehte hain..?
.
.
2 Friend said: Kyun ki jail me khane mein sirf
"Hawa-aur-Laat" hi milti hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 1131 views
Similar Jokes
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 boy to another:
Yaar tum ne kabhi koi larki phansai hai?
2nd boy!
Yaar larki main ne phansa leni thi pr tum logon ne ye mohalla hi chor diya…! Hahahaha
by Pak101.com (few years ago!)
Imagine: Amitabh Bachaan In Kaun Banega Crorepati:Who Is The Chief Minister Of Gujraat A) Laloo Prasad Yadav B) Nitish Kumar C) Mayawati D) Narendra Modi
Sonia Gandhi: Narendra modi.
Amitabh Bachaan: Lock Kar Diya jaaye???
Sonia Gandhi: Lock kar Diya To main Apako 2 Crore Doongi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Mehnat Karoge To Kuch Banoge
Sant-Teacher Hamra
Gadha To Itni Mehnat Karta Hai
Magr Wo Ab Tak Kuch Nahi Bana ...;-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz chala gya to train kiya cheez hai :)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Road pr koi mar Gya tha.
Rush lagne ki waja se 1 sardar ko Dekhne Ka Moqa
Na Mila to
sardar bola
HAT JAO YE MERA BAAP He
lash larki ki thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Paise wala aadmi:” aaj mere paas
14 cars
18 dukaan
4 Bangle hain..
Tumhare paas kya hai ??
.
.
.
.
.
.
.
Gharib aadmi:” mere paas 1 beta
hai,
jiski girlfriend teri beti hai…:P:P
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek baap apni beti se: beti tum nd kbi koi aisa kaam kya h js se mera sir ooncha hua ho?
Beti: yad karen papa ek bar maine apke sir k neche 3 takiye rakhy thy
by Pak101.com (few years ago!)
I Ws In A Taxi Wen The Taxi Driver Said,
"I Luv Dis Job !!
I'm My Own Boss,
Nd Nobody Tells Me Wat 2 Do"
Den I Replid:Aage Se Left Lena :-
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher told all students in a class to write an essay on a cricket match.
All were busy writing except Santa.
He wrote `Due to rain, No Match!
by Pak101.com (few years ago!)