Kal rat mere dost
Kal rat mere dost k Dadaji Uske
spne me aye or kaha "Baccho dil
khol k paap kro.
Q ki nark me
bilkul Jgah nhi hai. Hm khud
diwaro pe baithe hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 977 views
Similar Jokes
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan ki girlfriend ne usko message kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay jawaab diya:
“i student u”
by Zia Rasool (few years ago!)
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Phool Daal Raha Hota Hai
Aur Brabar Men Bhi
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Chawal Daal Raha Hota He
Pehla Aadmi : Ye Tumhara Dost Phool Sunghne Kab Uthe Ga?
Doosra : Jab Tumhara Dost Chawal Khane Uthe Ga
by Pak101.com (few years ago!)
bachcho batao ki doodh ko kharab hone se bachane ke liye kya karne chaahiye?
sonu:-ji sir use pi lena chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa police wale se:-sir kal tv ke alawa mere ghar ka sara samaan chori ho gaya.
Policewala:-to tv kyon chori nahin hua?
Santa:-ji sir tv to main dekh raha tha na.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
"You look very funny wearing that belt."
"I would look even funnier if I didn't wear it."
by Abdul Latif (few years ago!)
Ek ladki apne boyfriend ko papa ke paas milane le aya.
Kuch der tak baatein karne ke baad, papa ko uski beti ka boyfriend bilkul gadha laga..
Ladki ka Baap : Main nahi chahta ki meri ladki apni poori zindagi ek gadhe ke saath guzaare.
Ladki ka Boyfriend : Bus isiliye to main usse shaadi kar ke yahan se le jaana chahta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?
Aadha Jism Dikh Raha Hai
Girl-Itni Salary Me Yahi Aata He
BOSS -Manager, Ishko 3 Month Tak Salary Mat Dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Pak101.com (few years ago!)