Laloo to his P.A
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge
by Pak101.com (few years ago!) / 682 views
Similar Jokes
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mere Pass Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
Tumhare Paas Kya Hai?
Banta: Mere Pass Bhi Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
.
.
.
Santa: To Saaley Apni Maa Kiske Paas Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Sir aap meri salary bada diyo, meri shaadi ho gayi hai.
Boss: Factory ke bahar hone wale dur-ghatna ke liye factory jimmedar nahin hotii.
by Pak101.com (few years ago!)
Pthan ko doctor ne E. C. G krwane ko kaha,
Pathan jab phoncha to test ka naam bhool gya
thori dair sochne k bad kehne lga,
... .
.
.
.
.
"Bhai jan! Hum ko C.N.G krdo"
by Pak101.com (few years ago!)
heikh 8th manzil se niche gira.
Girte huwe kitchen ki window k pas pohncha
to apni BV ko dekh kr chiLaya:
Shagufta meri ROTI na Pakaeen.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustaad: Ali aur Bilawal tum dono aaj phir late aaye ho.
Ali: Sir mera ruppaeyya gum ho gya thaa.
Ustaad Bilawal se: Aut tum kyoun late aaye?
Bilawal: Sir main us kay rupaeyye pay pao rakh kay khara thaa.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kar Kaha
santa: Aap Kahan Rehti Hain
Ladki: M G Road
santa: Itni Khubsurat Hokar Road Par Rehti Hein
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A muslim couple after divorce.
Husband:- ab hamare beech koi rishta nahi bacha hai.
Wife:- aise mat bolo salim k abba.
Hum abhi bhi mousere bhai-behen hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Wife came home with a goat.
Husband asked"Is bhains ko ghar kion lai ho?"
Wife:"Dikhta nahin, bakri hy!"
Husband:"Bakri se hi poch raha hon"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
There are Famous mills in Pakistan
1. Sugar Mill.
2. Cotton Mill.
And the most Famous is.
3. Beta Tu zra Bahir Mill..
by Mazhar Khan (few years ago!)