1Bacha Bahut Der Se Ro Ra Tha
1Bacha Bahut Der Se Ro Ra Tha
Maa Ne Pucha
Mele Laal Ko Qa Chaiye?
Tofee
Biskit
... Ya
milk?
Bacha:
Bash Ek sanam chahiyeee
aashqi ke liye..;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1020 views
Similar Jokes
Sardar Ek Baraf Ka Tukra Utha
Ker Usey Ghour Se Dekh Raha Tha...
Admi:- Kya Dekh Rahe Ho???
Sardar:- Dekh Raha Hoon Key
Yeh Leak Kahan Se Ker Raha Hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Son: Dad apko pata chaly ke mai 1st division pass howa hon tu apko kesa lagy ga?
Dad: Tu mai khushi se pagal hojawonga
Son: Bus esi dar se mai FAIL hogia
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Office Chal rahe ho kya?
Banta: tu chal main naha dho kar aaya
Santa: Kamaal hai, tu ab dhone jayega, main to
potty karnay jata hun tabhi dho leta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa & Banta got tired of
1 day a pigeon reaches Banta without message.
Angry Banta calls Santa!
Santa: Oye, this was a missed call.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa boasting to his friend. You know I am a good collector of antiques.
Banta: Yes I know, I have seen your wife.
by Pak101.com (few years ago!)
Can any one give the answer of this question If
Cinderella’s shoe fits perfectly, then why did it
fall off?
Meeesni ny prince jo phasana tha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father To Son:
Tum ne aaj tak koi aisa kaam kiya hai jisse mera sir garv se oncha ho jaaye?
Son:
Jee papa yaad kariye ek baar maine aap ke sir ke nechay do takiye rakhay they aur aapka sir kitna oncha ho gaya tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Pappu Se: “Khali Jagah Poori Karo, 900 Chuhe Kha Kar Billi ________ Chali”
Pappu: “900 Choohe Kha Kar Billi Slow-Slow Chali”
Teacher Gusse Se: “Khade Ho Jao, Mazak Karte Ho”
Pappu: “Miss Ye Bhi Maine Aapka Dil Rakhne Ke Liye Keh Diya Warna 900 Choohe Kha Kar Billi Ka Baap Bhi
by Pak101.com (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:tumhare abu kia kam karte hain?
Studend:G.K.N.C Company k malik hain.
Teacher:acha ye G.K.N.C ka kia matlb hai?
Student:gul khan naswar center
by Sabir shah (few years ago!)