funny
'TEACHER:
Ek Aisa Sentence Batao Jis Mein URDU, HINDI, PUNJABI AUR ENGLISH Ka Sahi Use Hua Ho ...
.
...
.
.
.
.
.
.
.
SARDAR:
ISHQ DI GALI VICH NO ENTRY.
by Hader Maher (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Hindi teacher santa se: Woh ek sundar ladki khadi hai,
Isko doosre shabdo mein bayan karo.
Santa: Woh dekho yaaro tumhari bhabhi khadi hai…
by Abdul Hannan (few years ago!)
teacher-beta TENSE kitne type k hote hai. boy-3 teacher-gud example batao boy-kal apki ladki ko dekha tha. aaj pyar krta hun. kal bhaga k lejaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:Tumhari shadi kis se hui? Pathan:Hamara 1 aurat se shadi hua hai Admi:Bewakuf kabhi kisi mard se bhi shadi hoti hai?
Pathan:Han hamara Behan ka hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Dr. Ne Mreez Ki Memory Clear Kr Di
Or Pocha:Kuch Yad Aa Rha He.?
Mreez:G Sirf Bv
Dr:Sub Kuch Formate Ho Gya He
Mgr
Virus Nhi Gya.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Allama Iqbal Aaj Zinda hotay to
Pakistan ki halat dekh k yeh kehtay..
"Jis raat maine Pakistan ka khawab dekha
Kash uss raat Jaag kar main koi achi Film hi daikh
laita"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:bijli kahan se atti hei???
Student:mere mamu k ghar se!!!!!!!
Teacher:wo kase?!!!!!!!!!!!!
Stdnt:jab bijili jati ha tu papa kehty hen ''Salon ne phir bijli band kar di........'''''
by Tanveer Hussain (few years ago!)
What is a difference between a Kiss, a Car and a Monkey? A kiss is so dear, a car is too dear and a monkey is U dear.
by khalid hussain (few years ago!)
Pathan: yaara ye
“Sent Message”
kya hota hai?
dusra pathan: Khuda ki kasam tum to bilkul jahil ka
bacha hai.
“Sent Message” ka matlab hai khushboo wala
message.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Allama Iqbal Ne Prinday Say Pucha K
Tumeh Asman Se Girney Kah Nahen Ha Dar?
Parinday Ne Kaha K Iqbal Yaar
Teri Meharbani Inna Na Sochia Kar.
by Mazhar Khan (few years ago!)