Ek sharaabi ki daastaan...
Ek sharaabi ki daastaan...
Soch raha hoon ki daaru chhod du..!
Par.....!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kiske paas chhodu.!
sabhi kamine hain,
pee jayege
by Pak101.com (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Group Of Elephants Wer Siting On A Street
A Sexy Femal Elephant Pases By Them Then A Loafer Elephant Said.
Wow!
Wat A Figure!! 3600-2400-3600.
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan hajj kr k wapis aya to dost ne pocha k shaitan ko kanker mary thy?
Pathan ne kaha:
“Na yara rush boht ziada tha. Hum gaaliyan de k aa gya”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Murghi Ko Qatal Karen,
Oil Me Usay Ghusal Den,
Phir Dahi Ka Sufaid Kafan Den,
Shan Masalay se Khushboo ki Dhuni Den,
Is k Baad Chawal me Is ki Qabar Banaen,
Jab Tayyar Ho Jaye To Phir Mujh Ko Dawat Den,
Ta k Is Ki Maghfirat Ki Dua Ki Ja Sake..:)
by lescol (few years ago!)
Sardar 2 pathan:,” Are ‘pants’ singular or plural?”
Pathan: “They’re singular on top and plural on the bottom.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah
is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC
batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
by Abdul Hannan (few years ago!)
santa:Meri billi mar gai
banta:kese mari
santa :Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta-Maine nahalane k bad use nichod b tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor: Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia Admi Hosh Ma Aa Ke Bola: Kocha Ye Tumne Kya Kardiya?
by Pak101.com (few years ago!)
Maa:Apne Janmdin Par Kisko Bulana Chahte Ho?
Pappu:Dadaji ,Mamaji, Chachaji Ko.
Akhir Gift Aur Rupaye 2 Inhi Logo Se Milenge...
by Pak101.com (few years ago!)