Dawa to kahi se nahi mil rhi
Mareez : Doctor Sahib Ye Dawa To
Kahin Se Nahi Mil Rahi
Pathan Doctor:
0oo Ho..Dawai Likhna To Hum Bhol Hi Gaya Ye To
Hamara Signature He
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1023 views
Similar Jokes
Dulha ne apni dulhan ka ghongat uthaya to wo boht kali nikli
Dulha bola ,
.
.
.
.
.
.
tum ne pepsi lene nai jana?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu-
Miss Aap Ne Kal Mujhe
Call Ki Thi
Teacher-
Main Ne To Koi
Call Nahi Ki
Pappu-
To Phir Mere Mobile
Pe Kyu Likha Tha
1 Miss call..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sundar Baught A New Mobile.
Sundar: Oyee yeh sent message kya hota hai
Mohan: Jis message mein khushboo ho usse sent message kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta: Kee Gal hai Sante. Akelle kelle samosey kha reyan
Santa : Nahin yaarr, Chutney De Naal.
by Pak101.com (few years ago!)
Angraiz Pathan se: whats your name?
Pathan:
Respect flower..
Angraiz: What?!!
Pathan: Yara..
Ezat Gul..!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Damadji pehli baar sasural gaye.¿Gaon walo se puchha . .
Yahan koi enjoy karne ki cheez hai ? Gaon wale bole nahi babu . . ¿Ek thi wo bhi aap le gaye...
by Pak101.com (few years ago!)