pathan rocked :P
teacher: whoz the male of duck ?
pathan : frog
teacher: why?
pathan: bcoz frog is MANDUCK :P
by Arsalan Azim (few years ago!) / 971 views
Similar Jokes
Santa Ek Jyotish Ke Paas Kundli Dikhane Gaya.
Jyotish: Tera Naam Santa Singh Hai?
Santa: Ji Maharaj
Jyotish: Tujhe Do Ladki & Ek Ladka Hai?
Santa: ji Maharaj
Jyotish: Tune Abhi 10 Kilo Chawal Kharide Hai?
Santa: Haan, Oye Aap To Antaryami Ho
Jyotish: Bete Agli Baar Aana, To Kundli Lana Ration Card Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Google Earth give us the opportunity to go and see every part of world...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
And what we do??We end up looking at our own house
by Mazhar Khan (few years ago!)
A MEMON MOVIE
Hero: Hamja
Heroin: Julaika
Villain: Ghaffaria
Ghaffaria Julaika Ko Utha K Le Ja Raha Hay
Aur Wo Chilla Rahi Hai:
“Meekay Bachaai Hamjaa
Meekay Bachaai!”
Hamja:
Julaika! Aon Natho Achi Sakno..
Dukan Te Bo Rush Hai!:-D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yaar aik sawaal puchna tha..
.
Pepsi ka nhi puchna
.
Munni ki badnaami ka b nahi puchna
.
Kasam sey Dadi or umair wala b nahi puchna
.
Munji baboo ka b nahi puchna
.
SheiLa ki jawani ka b nh puchna
.
Bus ye puchna tha k
.
.
.
.
.
.
.
ZUBAIDA AAPA totKey kahan sey Laati hain???
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Aadmi Ki Car Se Takrake Ek Tota Behosh Ho Gaya.
Aadmi Ne Uspar Taras Khaya Aur Tote Ko Uthake Ghar Le Aaya.
Ussne Usse Pinjre Mein Rakha Dawayi Lagayi Or Khana Diya.
Tota Jab Jaaga To Ek Dum Se Hairani Hoke Bola
Tota: “Aaila Jail…? Wo Car Wala Mar Gaya Kya?“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Ki Maut K Bad Uska Dost Uski BV K Pas Aya
Or Bola Kya Me Uski Jagah Le Skta Hu? BV:Muje
Koi Aitraz Nhi QABRASTAN Walo Se Puch Lo ;
by Tanveer Hussain (few years ago!)
First lady: Mera kid bohot fast English bolta hai.
Second lady: Beta bolke dikha..
Funny Kid: english english english english english..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Do you know English? Banta: Yes Santa: Ok! Then tell what is the opposite of NAAG PANCHAMI?
Banta: So simple Yaar... NAAG DO NOT PUNCH ME.
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe 1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)