Pathan kisi larki ke ghar
Pathan kisi larki ke ghar rishta le kar gaya,
Larki ke maa baap:… humari beti abhi parh rahi hai…
pathan:koi baat nahi, ham ghante baad a jaega…!
by Pak101.com (few years ago!) / 918 views
Similar Jokes
Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”
Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”
Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”
Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz chala gya to train kiya cheez hai :)
by Pak101.com (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Shaadi se pehle shadi ke baad
Shaadi ke pehle ladki: Darling tum nahi toh main nahi… Aur main nahi toh tum nahi!
Shaadi ke baad ladki: Aaj ya toh tu nahi ya main nahi!!
by Pak101.com (few years ago!)
A physics student proposing a chemistry Girl:
I love u more than an electron wants to attract proton.
Girl:
Oye carbon monoxide,apna conical flask jesa face lay k foran yahan sy reduce ho ja,is sey pehley k tujhey oxidise kar dun or tu reaction k qabil bhi na rahey.
Kambakht, Graphite ki aulad:-
by Abdul Sami (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan:
Haan Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab
Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Bank Lootne Gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account main jama kar do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan: Hum 25 behan bhai hai.
Friend: Kia aap kay ghar family planning walay nahi aatey.
Pathan: Aaye they school samajh kar chaley gay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dear Kanjoos Customer U have Subscribed Kanjoosi Packge. Successfully U can Enjoy saving of msgs.
your SubscrptionKanjoosi is valid untill Allah give U taufeeq to send me sms. Thanks for using kanjoosi packge.
“Kanjoos”
TUM HE TO HO
by Pak101.com (few years ago!)
Jeeto: My husband wears clothes that will never go out of style.
They will always look ridiculous
by Pak101.com (few years ago!)