Ladke walo ko ladki pasand
Ladke walo ko ladki pasand aa gayi aur unhone ladki walon se kha ki shadi kab karni hai?
Ladki walo ne kha ki abhi hamari ladki padh rahi hai, pdhai ke baad shadi hogi
Ladke walo se gusse mein kaha ki hamara ladka kya bandar hai jo kitabe phaad dega
by Pak101.com (few years ago!) / 968 views
Similar Jokes
Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki Ko Taad Raha Tha
Ladki Ne Usko Tokte Hue Puchha
Ladki: “Mujhe Aise Kyun Dekh Rahe Ho? Tumhari
Koi Bahan Nahi Hai Kya?”
Pappu: “Hai Na, Isliye To Dekh Raha Hu”
Ladki: “Kyu?”
Pappu Muskurate Hue Bola: “Wo Kya Hai Ki Meri
Bahan Ko Ek Bhabhi Chahiye“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tcher 2 sleepy student:Who
Invented Steam Engine?
Student: Wht sir?
T:Yes correct
It's James Watt
Moral:Sleeping is improve ur
genaral knowledge.
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: Is Sardar K Dono Kan Kat Do
Sardar: Nhi Main Andha Ho Jaon Ga
Judge: Kan Katny Se Andha Kese Ho Jao Gy
Srdar: Chashma Tere Bap Ky Kan Pa Rakhon Ga
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa Se Pitney k Baad
Papa Aap Ne Koi KaLa ilm Seekha hai Kya?
Papa: NAhi Beta
Bacha phir itni Zalim Bala Pakri Kese.. ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Malik alsi nokar se:- Yahan par itne sare machcher gun-gun kar rahen hai tu unhe maar gira.
Thodi der bad
Malik:- Abe sale nokar ke bachche maine tujhe machcher marne ko kaha abhi tak tune mare nahi. Woh ab bhi gun-guna kar rahe hai
Alsi nokar:- Malik machcher toh maine maar diye. Yeh toh unki bibi hai jo vidhva ho kar ro rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
ISHQ Me DOLAT Sari Na Luta Dena..
Mummy Papa Ka Maan Mitti Me Na Mila Dena..
Ghar Se Jo Mily Hen Paise Sabzi K Liye Beta,,
Bazar Ja K Girlfriend Ka RECHARGE Na Kera Dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Agar “Dil” ko aanda(egg) kehtey
to indian films k naam aisay hote
Hum Aanda de chuke sanam,
Yeh aanda aapka huwa,
Hum aap k aanday main rehte hain,
Aandy waale Bread le jayienge…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tution sir: abey gadhe , homework kyun nahi kiya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
New age student: tameez se
baat kar sale,
customer se koi aise
baat karta hai kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)