Teacher ne dusri class ke ek
Teacher ne dusri class ke ek backe se kaha: Mene kal tumhe jo hindi ka path pdhaya tha, use sunao
Bacha: teacher aata nahi hai
Teacher: nahi aata hai to aisa karo jo aata hai wahi sunao
Bacha: mujhe to gana aata hai wahi suna du?
by Pak101.com (few years ago!) / 1096 views
Similar Jokes
Sardar: Doctor Sahib poray jism mai kahin bhi ungli lagawon tu boht dard hota hai
Doctor did X-ray of his all body and found that he has FRACTURE in his FINGER
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lala Muftimal Apne Bachhon Ko Bola: “Jo Dinner Nahi Khayega Usko 10 Rupaye Milenge”
Bachhon Ne Socha Aur 10 Rupaye Leke Bhukhe So Gaye.
Agle Din Subah Muftimal
Bachhon Se Bola
Muftimal: “Breakfast Usko
Milega Jo 10 Rupaye Dega“
by Pak101.com (few years ago!)
Patni: Aapko mujhme sabse jayada acha kya lagta hai meri sundarta ya meri akalmandi?
Banta: mujhe to tumhari ye majak karne ki aadat hi sabse achi aur pyari lagti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Pak101.com (few years ago!)
Machli Jal Ki Rani Hai..
No.. No..
Here is Something New!!!!
GirlFriend Dil Ki Rani Hai..
Money Uska Ziwan Hai..
Hanth Lagaoge To Chillayegi..
Money Nikaloge To Pat Jayegi..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap Betey Se: Beta Btao "ALIF" Se Kya Aata Hai?
.
.
Beta: Ye "ALIF WALIF" Se Aaj Kal Kuch Nahi Aata.
.Sab Paisey Se Aata Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Rail Ki Patri Pr So Gya
1 Admi Ne Kaha Kia Kr Rhy Ho
Rail Ay Ge To Mr Jao Gy.
Sardar:
Mery Oper Se Jahaz Guzr Gya
To Kch Nai Hoa Rail Kya Cheez Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
What Is The Difference
Between Orange & Apple?
Sardar:
The Colour Of Orange Is Orange
But The Colour Of Apple Is Not Apple:-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ki Shaadi Hui, Uss Ne Dost Se Mashwara Liya Ke Apni Biwi Ka Dil Kese Jeete?
Dost: “Uss Ke Paas Cigratte Laga Ke Jana Aur Dhuaan Biwi Ke Muh Pe Maar Ke Kehna – Janu Agar Tum Kaho To Ye Adat Bhi Chod Doon”
Uss Admi Ne Aisa Hi Kiya….
Biwi Ne Sun Kar Jawab Diya: “Nahi, Koi Baat Nahi Agar Gold Flake Hai To Mujhe Bhi Soota Lagwa Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)