Sardar ne medical store se dawa li
Sardar ne medical store se dawa li aur
Store waly se kaha Cheeni bhi do
Storwala:Cheeni medical pe nahi milti
Santa main pagal nahi hun ispe likha hai Sugar free!!!
by Pak101.com (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Baap Betey Se: Beta Btao "ALIF" Se Kya Aata Hai?
.
.
Beta: Ye "ALIF WALIF" Se Aaj Kal Kuch Nahi Aata.
.Sab Paisey Se Aata Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch log Dozakh (Hell) main bohot garmi main baray aram say soy paray thay,
aik Farishtay (Angel) nay dosray say pocha
yar yeh itnay aaram say Q soy howay hain?
doosray nay kaha
yeh sub Pakistan say aay hain, Garmi or Load sheding kay aadi hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge: Do you accept that you stole money from him?
Man: No my lord, he give it to me.
Judge: when did he give you?
Man: when I showed him the gun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Larki Ne Aadhi Rat Ko Larke Ko Fone Kia Or
Kaha K Ghar Aa Jaso Ghar Per Koi Nahi He
Larka Chala Gaya
Ghar Per Waqai Koi Nahi The
Tala Laga Hoa Tha
Ha Ha Ha Ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek ladka ladki ko dekhne gaya
.
.
.
Ladke ne english me baat karne ki sochi Aur bola- English chalti hai na ?
.
.
.
Ladki sharmate hue-
.
.
.
.
SODA saath ho to DESI bhi chalti hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhe ek Aadmi ne Chaqu dikha kar loot liya:
Frend: Lekin tere paas to humesha Gun hoti hai.
Pathan: Woh maine Chhupa di thi, Warna woh bhi le jata.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar:
I really like u.
Girl:
Meri chappel ka size pata hai na?
Sardar:
Lo kar lao gal,
friendship hoi nae,
farmaeshaan shuru
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Docter:me tumhen aisi dawai dun ga k tm pher se jawan ho jao ge
sardar:aisa zulam na karna docter sahab mujhe pensin milne wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek pathan interview K lye gaya.
interviewer : “Where is abu dabi?”
pathan: “jis qabrastan me meri Ami Dabi,
wahi per Abu dabi…!!!
by Mohammad Ali (few years ago!)