Teacher to Boy
Teacher to Boy :
Kal absent kyon the tum ??
Boy : Ma'am, aap ke kehne par, main
"The Dirty Picture" dekhne gaya tha .. ....
...
Teacher : Kya ??
Maine aisa kab kaha tumse ???
Boy : Ma'am, aap hi ne toh kaha tha, Bachcho,
'
'
'
'
'
'VIDYA' me mann lagaao.
by Pak101.com (few years ago!) / 1160 views
(Rated 4 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Pati Patni Ki GOD mein leta hua tha.
Patni: Kaisa lag raha hai ji?
Pati: Aise jaise Bhagwan shesh naag ki GodPati mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Wo aaj maira naam tak bhool gayi "Faraz"
.
.
Jo kahti thi "kundi na karhka, seedha andar aa"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardar looking at sky asks another Sardar :
Is that a sun or moon?
Other Sardar replies :
Oye ! No idea…Im new to this city..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek Aadmi dusre admi ko peet raha tha Aur khud jor jor se ro raha tha. jab logo ne usse pucha ki tum kyo ro raheho to usne kha- jab mai ise chodunga to ye bhi mujhe ise trah pitega.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Bachy ko pani dainy se pahle ubaal lia karain
.
Sardar: Wo tu teekh hai lekin Ubaalny se Bacha mar tu nahi jayega??
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Larki ne apne new bf ko phone kiya..
Larki: kya kar rahe ho ?
Larka: Shave bana raha hu.
... Larki: ok, main baad me call karti hu.
Larki ne 30 minut baad Call ki
Larki: kya kar rahe ho ji ?
Larka: yaar shave bana raha hu.
Larki: ok, I'll call u later.
Larki ne 1 h0ur baad Call ki
Larki: janu ab kaha ho ?
Larka: yaar abhi to main shave bana raha hu.
Larki chair k boli: din mein kitni baar shave karte ho :-??
Larka: lagbhag 50 bar.
Larki: are pagal ho kya?
.
.
.
.
.
.
.
Larka: nahi barber h0un ..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar k ghar chor aagya Sardar ne dekha to chor bhaga
Sardar bhagta bhagta chor sy b agay NIKAL gya
.
.
.
.
.
Sardar: Aik tay chori utto Saday nal RESSAN… ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
History sir was on leave
So Science sir was asked 2 set d paper The vry 1st Q shocked students
Describe jhansi Rani wid a neat diagram & label the parts..!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)