Sardar bar me ro raha tha
Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
by Pak101.com (few years ago!) / 838 views
Similar Jokes
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/\ Oh Teri
_/”\_ Khair.
by Abdul Sami (few years ago!)
Wife Raat Ko Bed Pe Sokar Boli:" Aaj kuch Aisa Karo K Mere Paseeney Chhut Jaaye...
.
.
.
.
.
.
Banta Utha Aur
Fan Band Karke So Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: janu batao tum mujhsy kitna pyar karty ho? Husband: bohat zyada Wife: phir bhe kitna?
Husband: itna k dil chah rha hy k tumhari jesi aik aur lay aun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher - Batao sabse jada nasha kis cheez me hota hai ?
Banta - Books me..!!
Teacher - Vo Kaise..??
Banta - Kholte hi neend aa jati hai...!!
by Pak101.com (few years ago!)
munna bhai: amirican rastrapati sala kaha rehta hai....?
circut: dhobigath pe....
munna bhai: dhobigath bole to.....?
circut: bhai englih main usko washington kehte hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Barbaad Honay Ke Aur Bhi Raastay Thay
FARAAZ
Najanay logoon ko ‘PPP’ Ko Vote Dainay Ka Khayal Kyun Aaya…….????
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher : Santa batao M for kya hota hai?
Santa : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: “Kitna padhey likhe(qualified) ho?”
Banta: “B.A.”
Santa: “Saala, 2 akshar padha, woh bhi ulta?”
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar nashte main sabut anda khane ki kosish kar raha tha to kisi ne pocha
aree ye kai kar rahe ho…?
To sardar bola paise bacha raha hn aj pora anda sabut khao ga
kal pora anda nikle ga kal phr kha lnga paise bach jae gay
by Pak101.com (few years ago!)
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo,
Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo,
Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant,
Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
by Asim Raza (few years ago!)