Boy 2 Girl
Boy 2 Girl- Likhe jo KHAT tujhe,
woh teri YAAD me
saare padh liye papa ne RAAT me
savera jab hua toh JUTE padh gaye,
woh FANAA wale baal GHAJINI me dhal gaye...
by Pak101.com (few years ago!) / 887 views
Similar Jokes
Welcome to “Sach ka samna”
.
.
Jawab sirf haan ya na me dena hai
Toh lo aapke liye pehla sawal
Kya aapne mandiro se chappal churana chor diya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko 1 Lawaris bandar Mila.
Wo Ussay Police Station le gaya Inspector ne kaha Issay Zoo le jao
Agly roz Inspector ne Pathan ko Bandar
k saath Bus Stop per deekha.
Inspector:
Issy Zoo nahi le kar gy?
Pathan:
Kal gaye thy khob ghoome Bara Maza aya
aaj Minar-e-Pakistan ja rahy hain.
HAHAHAHA
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan:
Mobilink compny me job lenay geya
Pehlay hi sawal k jawab par
use mar mar kr bhaga dia geya
Swal tha:
Sab sy mashoor Network kis ka hay?
Pthan:
AL-QaiDa ka
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan America Gya
Waha Wo Church M Gya To
Achanak Ghanta Bja “Tunnn”
Ittefaq Se Light B 7 Hi Chali Gai,
Pathan Dar K Bhaga
Or Bola:
“Bhago Undertaker Agaya”
by Pak101.com (few years ago!)
Trafic polic 3 pathanun ko aik bike pe dekh kar rukne ka ishara kia;->
aik pathan chalti bike se:are pagal ho gaya hai kahan baithe ga
by Sabir shah (few years ago!)
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
Senior Doctor Junior Doctor Se:
Ward No. 12 Main Behosh Paray Patient
Ki Kya Report Hai?
Junior Doctor:
Sir Uska Tou Maine Post Mortem
Kr Diya…
by Pak101.com (few years ago!)
1 shaks se ksi ne pucha
" Aap Hmesha niche kyun bethte hain?
To us shaks ne Bohat khobsurat jawab diya:
.
.
.
Tujhe koi taklif he?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Tanveer Hussain (few years ago!)