Aankho m aasun
Aankho m aasun
chehre pe hasi
or dil m babasi hai
pehle Q nhi btaya zaalim ki teri ungli darvaaze m phasi hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
Tom : Sale ! 1 laat marunga Mumbai ja k girega !
John : Mein marunga to America me girega !
Santa : Bhai mujhe dhire se 1 LAAT maro….Meko
paas k gaon jana hai .. !!! Santa Rocks
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?
Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi
Dusre Aadmi Se
Ye Bachche Itne
Shararti Kyu Hote He?
Dusra Bola
Jo Cheez Banti
SharaRat Se He Wo
Sharif Kaise Ho sakti
by Pak101.com (few years ago!)
Q: What did the gangster's son tell his dad when he failed his examination? A: Dad they questioned me for 3 hours but I never told them anything."
by khalid hussain (few years ago!)
Define Biology and Sociology?
.
.
.
.
.
If New Born Baby Looks Like His Father It’s Biology,
If He Looks Like His Neighbor Then
It is Called Sociology.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek baar ek judge ne RAJNIKANT ko crime karte hue dekh liya.
.
.
.
.
Tabse kanoon andha ho gya.
by Pak101.com (few years ago!)
dr kay band clinic kay agay lambi linr lagi hui thi
1 sardar bar-bar line main ghusta log usko pakar kay peechay phenk detay
sardar: lagay raho lagay raho salon main bhi aaj clinic nhgi kholon gaa.
by Pak101.com (few years ago!)
Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai
by Raju (few years ago!)
Muje awaz de lena
Kabi icecream lao to
Kabi murghi pkao to
Mujhe awaz de lena
wallet men maal ziada ho
Jo shopping ka irada ho
Muje awaz de lena
Tumhare dress unfit ho
Make up ki extra kit ho
Mujhe awaz de lena
Kabi concert pe jana ho
Kahin hular mchana ho
Zra na tm sharmana
Zra na tm ghabrana
Muje awaz de lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
TTE Asked To Sardar : Ticket Dikhao
Santa : Ye Lo Dekho
TTE : Ye To Purani Hai
Santa : To Ye Train Bhi Kaunsi Nayi Hai
by Pak101.com (few years ago!)