Muje awaz de lena
Muje awaz de lena
Kabi icecream lao to
Kabi murghi pkao to
Mujhe awaz de lena
wallet men maal ziada ho
Jo shopping ka irada ho
Muje awaz de lena
Tumhare dress unfit ho
Make up ki extra kit ho
Mujhe awaz de lena
Kabi concert pe jana ho
Kahin hular mchana ho
Zra na tm sharmana
Zra na tm ghabrana
Muje awaz de lena
by Mazhar Khan (few years ago!) / 826 views
Similar Jokes
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Shadi Ke Aglay Din B.V Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Pocha To Bola:
Innay Meri Chaah Vich Taveez Milaya A,
B.V Rotay Hoye Or Ghussay Se Boli:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 horror movie dekhi
Husband:rat ko mene ek horror movie dekhi, 1
chudeil kabhi mere aage kabhi piche aur kabhi sath
chal rahi thi,
Wife:Kaun si movie thi?
Husband:Apni shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police: Bibi aap bohat bahadur hain daku ko bohat maara aap ne.
Lady kanpty hue: Mujhe kya pata wo daku tha, mein to samjhi mera shohar dair se ghar aaya hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Hspitl k emrgncy ward mein hr Itwar sbha 11 bjay bed no15 pe jo bhi mariz hota wo mar jta:-O
jb mustqil esa hua to us jaga ko asib zda qarar dy diya gya:-/
yh pta lganay k lya k yhan aisa kiun ho raha hy,Itwar subha 11 se kuch dair phly 1 mariz ko bed no15 pr laya gya%-)
Hspitl ka pora amla or kuch molana bhi wahan mojod thy.
11 bajay hi emrgncy ward ka darwaza khula or 1 safai wala pathan andar aya or atay hi bed no 15 k Oxygen mchine ka plug nikal k apna moble chargng py lga dia:-D
by lescol (few years ago!)
1 Bacha Ghar se Mar kha kr
Ghusy me School
ja raha tha
Raste me kisi ne Pocha
Beta
Student ho?
Parhty ho?
Bacha:Nhi knjar hn uniform me Mujra krny jata hu.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kamwali: Malkin, apki purani sareeya mujhe nhi chahiye..
Malkin: Kyu?
Kamwali: Apki saree pahen-ne k baad saheb "ap" samajh kr mere paas bhi nhi ate!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
DR. k Clinic k age lambi line lagi thi,
1 aadmi bar-bar line me ghusta tha,
log use piche kr dete the,
Aadmi bola- Lage raho salo, mai bhi clinic nahi kholunga.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan America Gya
Waha Wo Church M Gya To
Achanak Ghanta Bja “Tunnn”
Ittefaq Se Light B 7 Hi Chali Gai,
Pathan Dar K Bhaga
Or Bola:
“Bhago Undertaker Agaya”
by Pak101.com (few years ago!)
Bv ko 2 min me theak karne ka tareeqa
.
.
.
.
.
.
Agr ap k pas koi hai tu batao warna aik parcham k sae tale hum aik hain hum aik hain
by Sabir shah (few years ago!)