1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Pak101.com (few years ago!) / 957 views
Similar Jokes
ek baar ek sardaar apni balcony mein
khada hota hai apni shirt utar kar.
dusra sardaar bola “u hv a nice chest”
pehla sardar bola
“eh teh kuch v nahi apni bharjai ki dekh”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SARDAR:
Batao aisa kiya karen k Saanp bhi mar jaye aur Laathi bhi na tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay se maar do:)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Biwi apne shohar se: Tum tau kehtay thay k shadi k baad bhi mujhe bht pyaar karogay...
..
..
..
Shohar: Tau mujhe kia pata tha k tmhari shadi mujh se hi ho jayegi :D :D :D
HAHAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
House owner: Rs 500 kiraya hoga.
Tanent: Thik hai. Lekin aapke ghar me chuhey nach
rahe hai.
House owner: To saale 500 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge Mujrim Se: Tumhari Pehli Patni ki Maut Car Accident Main Hui,Jabki Doosri Ki Zeher Khakar Aisa Kyun??
Mujrim Judge Se: Doosri Patni Car Chalana Nahi Jaanti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Patni-Sasurji Ne Dusri Shadi Kar Li, Aap Unse Kuch Kehte Q Nahi
Pati-Q K, Unhone Mujhse Wada Kia H
Koi Acha Sa Rishta Dekh K Teri B Karwa Dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
First Boy:
Mujh se panga na le, main sher da puttar h0on…!
Second Boy:
Yaar,ek baat to bata, Sher ghar aaya tha,ya anti jungle gayi thi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Pak101.com (few years ago!)
Muftimal Baniya Newspaper Office Gaya Aur Waha Puchne Laga.
Muftimal: “Mera Chacha Mar Gaya Hai, Isko Chhapne Ke Kya Charges Honge?”
Agent: “50/- Rupaye Ek Akshar Ke”
Muftimal: “Oh Bohat Jyada Hai, Acha Likho – Chacha Guzar Gaye”
Agent: “Sir, Ismein Kam Se Kam 6 Akshar Aane Hi Chahiye”
MuftimalKuch Soch Kar: “Acha Likho, Chacha Guzar Gaye – Maruti For Sale“
by Pak101.com (few years ago!)