BHIKARI-maine ek kitab likhi hai
BHIKARI-maine ek kitab likhi hai jiska naam hai paise kamane ke sau tarike.
Raahgir-to phir bhik kyon maang rahe ho
BHIKARI- YE UN SAU TARIKO ME SABSE AASAN TARIKA HAI
by Pak101.com (few years ago!) / 843 views
Similar Jokes
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Boss: Where Were You Born?
Pathan: Peshawar…
Boss: Which Part In Peshawar?
Pathan: Kia Which Part….
Poori Body Born In peshawar..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Police-Station Aya R Bola:
Mujhe Arest Krlo
Mene Apni BV K Sr Pe Dnda Mara Hy,
Police:
Wo Mar Gai Kia?
Sardar:
Nhi Wo To Bach Gai,
Hun Meri Khair Nai.:
by Pak101.com (few years ago!)
A sardar ji pulled out 6 people from a burning house…
still he was in jail…….why?
coz all the 6 were fire brigade staff !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Ghalti Se Motorcycle Qabristan Main Le Gaya.
Aur Bola:
Ye Pehli Sarrak Hai, Jis pe Itne Speed Breakers Hain.
Aainda Hum Is Sarrak pe Nahi Aayega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:
Jab tumhe meri yaad ati hai to tum kya karte
ho..?
.
.
Boy:
Main tumhari favorite icecream kha leta hu aur
tum?
.
.
.
GIRL:
Main GOLD FLAKE pi leti hu..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife--Suna hai swarg me husband aur wife ko sath me nahi rahane dete....?
Husband--pagli,tabhi to use swrg kahate hai...
by Pak101.com (few years ago!)
If ever in your l
If ever in your life u r very sad n feel that u have lost everything, I'll come, hold ur hand, take u 4 walk on a bridge and show u where 2 jump from.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Ek Bar Kisi Company Mein Job Ke Liye Interview Dene Gaya.
Manager Santa Ka Interview Lete Hue Question Puuchta Hai.
Manager: “Aapki Shaadi Ho Gayi?”
Santa: “Ji Haan, Ek Ladki Se Hui”
Manager: “Shaadi To Ladki Se Hi Hoti Hai?”
Santa: “Nahi Ji, Meri Behan Ki Shaadi To Ladke Se Hui Hai“
by Pak101.com (few years ago!)