Santa se uske pita ne pucha:
Santa se uske pita ne pucha: Tumhari class mein sabse mehnati student kon hai?
Santa: Sabse mehnati to mein hi hu.
Pita: wo kaise?
Santa: homework dikhane ke baad sare bache baith kar pdhai karte hain, tab mein akela hi pichli bench per khada rehta hu.
by Pak101.com (few years ago!) / 878 views
Similar Jokes
Santa: mai tere mobile se apni girl friend ko sms bheju,
dekhte hain kya kahti hai?
Banta: No yar, agar usne handwriting pehchan li to…?
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:- My heart like a mobile in that u r a sim
card.
Boy:- I m very happy.
Girl:- Don’t be too happy
if I get a new offer I will change the sim card
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Bacha doosre se: Bhai yeh Khushiyan kiya hoti hein?
Doosra Bacha: Pata nahin Bhai main tou Paidah hi Z@rdari ke daur mein howa hoon...
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Doctor PATHAN se
Tum Roz Clinic k Bahr khre ho k Aurton ko Q Ghurte ho?
PATHANAp hi ne Bahir Likha hwa he
AURTON KO DEKHNE ka Time 9 sy 12 tak hai..,
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai (& jumps into a well.)
Blonde: Isme suicide karne waali kya baat thi?
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Kya kr rahe ho
Boy:Makhiya mar rha hu
G:Kitni mari
B:3male 2 female
G:Kese pata?
B:3 Beer bottle pe the aur 2 Phone se chipki thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ka parosi mar gia sardar us k gher gia
sardar:lash aa gai hai.
Itfaq se usi waqt lash aa gai
sardar:hanse huwe lo daso kedi lambi umer hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa aur banta cofee house me :
santa:jaldi pi,cofee thandhi ho jaegi
banta:to kia howa?
Santa:bewakuf card par likha tha hot cofee 20 ki aur cold 40 ki
by Sabir shah (few years ago!)
Sardarni To Sardar:Public Ny Apko Kyu Mara?
Sardar:Darling..
Jeweller Ki Dukan The,
Meiny Sales Girl Ko Itna Pucha: Aj Tmhary
Soney Ka Rate Kya Hai??
by hearthackervsgirls (few years ago!)