Techer to santa

Techer to santa:oye ye bata k taj mahal kaha hai?

santa:pata nahi
teacher:stand up

santa:window me se dikhay dega kya.

by Pak101.com (few years ago!) / 880 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pati: aaj sunday hai

Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.

Patni: teen kyu?

Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye

by Pak101.com (few years ago!)
Husband ki checque book

Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko
Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book….

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ghar Pe Guest Aa Rahe Hai

Santa Ki Patni Apne Ghar Par Do Extra Bister Laga Rahi Hoti Hai To Santa Ye Dekh Ke Pappu Se Puchta Hai.

Santa: “Pappu, Aaj Teri Maa Do Bistar Kyun Laga Rahi Hai?”

Beta: “Papa, Ghar Pe Do Guest Aane Wale Hai”

Santa: “Kaun Aa Raha Hai?”

Beta: “Mummy Ka Bhai Aur Mera Maama”

Santa: “Achha, Phir Ek Aur Laga Lo, Mera Saala Bhi To Aa Raha Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya

Pathan k paas 1 mehman aaya.

Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?

Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar

Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.

Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…

“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Student

Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kisi or ka parse

Santa: police ne tumhe kyu arrest kiya?
Banta: maine purse se paise nikhaal ke kharchaa
kar diyaa thaa
Santa: baap re!! is liye bhi arrest karte hai kya?
Banta: purse kisi aur kaa thaa yaar

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pesa milne ka chance

jab be gali me chalo nazre juka kar chalo
es se app ke ezat nai barte balke
kise ke gere hove pasie milne ke chance be bar jate
hain......

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki 2 Bevian Lar pari.

Pathan ki 2 Bevian Lar pari.
Aik boli k Aaj sunday Hay.
Or 2nd boli ni.
Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola






Mai kya Pagal Hun.
Jo Juma parh k Aya Hun.

by Pak101.com (few years ago!)
Dangerous Dosti

Main ghar late aaya to Dad ne poochha: "Where were you.
.
Maine kaha: "Friend ke ghar tha...
.
Dad ne mere hi saamne mere 10 friends ko call kiya.
.
4 ne kaha: "Haan Uncle, yahin par tha...
.
2 ne kaha: "Abhi just nikla hai...
.
3 ne kaha: "Yahin hai Uncle, padh raha hai, phone dun kya.
.
1 ne toh hadd hi kar di, kaha: "Haan Papa bolo kya hua...
.
Ab bolo "Har ek friend zaroori hota hai!"

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Promise Karo

roti

your wife's name

School Na Jane Ka Bahana

Chota sardar: Mummy jab mein

Maa ka Pyar

Murghi Ka Qatal

Pathan Higher Studies

Tcher 2 Student

Shadi se pehle pregnant

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook