Pathan ka bathroom
Aik pathan bivi k pas gia to khush tha
bivi:q khush ho?
Pathan:aj bathroom me bara maza aya jb darwaza khola to light on ho gai jb band kia to banad ho gai.
Bivi:aj pher farej me peshab kar dia
by Sabir shah (few years ago!) / 1351 views
Similar Jokes
Ek aadmi apne aap nu kehnda hoya ja raha si k;-”haye oye rabba”aisi zindagi naalo ta maut e changgi aa.
Achanak Farista aa gaya te bolya:- “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lao dasso… paaji hun koi gareeb banda majaak v nai kare
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay.....
by Pak101.com (few years ago!)
'Pagal Khanay Ka Incharge:
Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.
Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.
Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.
Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye.'
by Asim Raza (few years ago!)
Doctor ab aap khatre se bahar h phir b ap itne dar kyo rahe ho Marij accident hua tha us par likha tha zindgi rahi toh phir milenge
by Pak101.com (few years ago!)
What is the difference between WATCH & WIFE .........
Ek bigadti hai to bandh ho jati hai......
Doosari bigadati hai to "SHUROO' ho jati hai
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher:Shadi Kya Hai?
Stdent:Kunwaro k Liye "Alpenlibe" Jee Lalchaye Raha Na Jaye:
Aur Shadisuda k Liye "Cloromint" Dubara Mat Puchna.
by Mazhar Khan (few years ago!)
The life is so short even to complete your sleep, I wonder how people find to study"
.
(William kaamchor )
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka fail hua. Uskay abu ne kaha dekhu padon ki ladki nay kitnay marks liye hain. Ladka haan haan dekh dekh aur dekh , usee ki waja say thu Fail huwa hun
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Paagal Aadmi Ne Doosre Paagal Aadmi Ko Fone Karke Kya Poocha . ..??
Socho Socho . . .
“Abe . .Tera Fone Number Kya Hai..??
by Aamir Shehzad (few years ago!)