Beta:papa chalo aaj Mcdonalds
Beta:papa chalo aaj Mcdonalds chalte hain
Papa:pehle mcdonalds ke spellings to batana zara
Beta:Chalo fir KFC chalte hai
by Pak101.com (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
... .
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yaar me ne suna he k BURHAPA bohat buri bimari he
Pathan: Haan yaar kal is bimari se 6 bache marr gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne jungle me poti krdi Police:tmne ye board nai parha k poti krna skht mana hy
Pathan: O yara humne sakht nai naram ki hy,ungli mar k dekhlo.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: urdu mein translate karo,
“Dear look at that girl.. She is beautiful”
Student:
“jani !!! Bacchi to dakh …
Qayamat hy qayamat….
by Pak101.com (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar:
I really like u.
Girl:
Meri chappel ka size pata hai na?
Sardar:
Lo kar lao gal,
friendship hoi nae,
farmaeshaan shuru
by Razzi (few years ago!)
Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar Jyega
Baccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Ne Ak Khob Sorat Larki Ko Parpoz Kiya-
"Aap Mujh S Shadi Karo Gi?"
Larki Ne Gosea S Kaha-" Tamiez S Bat Karo-
Sardar: Baji Tosi Mere Nal Weya Far Maao Ge
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Naukrani: "Malkin! Chote Baba Ne Cockroach Kha Lia hai."
Malkin: "Oh God! Call Doctor Fast"
Naukrani: "Aap Tension Na Lo .. Maine Chote Baba Ko BAYGON Pila dia hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Wife Main Larai Ho Gayi
Husband Ghar Se Chala Gya
Raat Ko Phone Pr Biwi Se Poocha : Khaane Main Kia Hai ?
Wife : ZEHER
Husband : Oki Tum Kha K So Jana Main Deer Se Aaonga ;->
by nadeem (few years ago!)