Father To Son
Father To Son:
Tum ne aaj tak koi aisa kaam kiya hai jisse mera sir garv se oncha ho jaaye?
Son:
Jee papa yaad kariye ek baar maine aap ke sir ke nechay do takiye rakhay they aur aapka sir kitna oncha ho gaya tha…
by Pak101.com (few years ago!) / 928 views
Similar Jokes
Ek Memon Doctor K Pass Gaya Or Bola
K Ghar Ja Kar Mareez Check Karnay K Kitnay
Paisay Lo Gay?
Doctor:
Rs.300
Memon:
Chalain Doctor!
Doctor Ghar Pohanchay To Doctor Ne Pocha
K Mareez Kahan Hai?
Memon:
Mareez Koi Nahi Hai,
Sala Taxi Wala
500 Maang Raha Tha!
Or Aap 300 Main Lay Aaye…!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki 2 Beveyan Lar pari..Aik boli k Aaj sunday Hay.or 2sari boli ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola
hum kya Pagal Hun. Jo Juma parh k Aya Hun?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Main ne to Aaj tak Coca Cola nahi Pee Faraz,
Magar...
Jab Toilet Jata hoon to Aawaz aati hai Brrrrrrrrrrrrr....
by Mazhar Khan (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Facebook: Me Sab Kuch Janta Hun.
Google: Mere Pas Sab Kuch He.
Internet: Mere Bagair Tum Sab Kuch Nahi.
CHARGER: Awaz Neechy..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ladies ward me admit ho gaya.
Nurse:-Tumko sharm nahi aati.
Aadmi bola:- Sharm kaisi...!
Hum to Paida hi Ladies Ward me hue the.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Gadha: Yaar mera maalik Laloo mujhe bahut maarta hai.
Doosra Gadha: To tu bhag kyo nahi jata?
Pehla Gadha: Bhag to jaaun par vahan future bahut bright hai.
Malik ki khubsurat beti jab sharat karti hai to vo usko kehta hai teri shadi kise gadhe se hi karunga. Bus isi umeed pe baitha hoon..!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bivi ne pati ke gale main bahein dalker kaha- Kaisi lag rahi hun main?
pati- bulkul vaisi jaise bhagwan shanker ke gale me nagin latkati ho...
by Pak101.com (few years ago!)
dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan ka match daikhnay k adaab:
1. Pakstan ka match bawazoo hokar daikhien.
2. Doraan match ayat al kursi ka wird jari rakhien
3. Match say zyada doaon mien khuzo-o-khushoo ka muzahira karien.
4. Catch chotnay ki surat mien laahol parhien.
5. Catch pakray janay ki surat mien Allah ki hamd-o-sana karien.
6. Semi final aur final ka roza rakhien
7. Match musallay per baith kar daikhien
(AAP KI DUAON KA TALIB) => SHAHID AFRIDI <=
by Mazhar Khan (few years ago!)