Ladka Tum mere sapno me khwabo
Ladka Tum mere sapno me khwabo me jazbato me rahti
ho ladki bhaiya tumko kisi ne bewkoof banaya hai
mai toh haryana mein rahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 619 views
Similar Jokes
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: I Am Going To Marry
Someone Else, Forget Me Forever !! . .
.
.
.
. .
BOY : .. .. .. .. .. .. Naaaa Tere Aane Ki
Khushi, Na Tere Jaane Ka Gam, Jaao
Bahen Jao Jee Lo Apni Zindagi, Doosri
Pata Leinge Hum ;) =D
by khalid hussain (few years ago!)
Khobsurt log hamesha ye kiun kehte hain k me abi busy hoon
socho
.
.
nai pata
.
Pher btaun ga me abi busy hun
by Sabir shah (few years ago!)
Girl: ye bacha tumhara kya lagta hai?
Pathan:ye mera duur ka bhai hai.
Girl: duur ka bhai,main samjhi nahi!
Pathan:iske aur mere darmian 8 behan bhaion ka fasla hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife- Pados wale Pappu ki beti ko Math mein 99 marks mile
Husband- Arre yaar!
1 no. Kahan gya??
Wife- Wo hmara beta laya hai
by Pak101.com (few years ago!)
After returning back from a foreign trip, sardar asked his wife,
Do I look like a foreigner?
Wife: No! Why?
Sardar: In London a lady asked me Are you a foreigner?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband wife ki larai ho rhi thi
Unka chota bacha b wahan betha tha,
Husband=tu sali kutti.
Wife=tu sala kutta
Bacha masumiat se bola.
Or main sala pupyy!
by Pak101.com (few years ago!)
Tiger N Tigress Were Resting
Under A Tree.
Suddenly
A Deer Passed Very Fast.
Tigress Could Not Make Out
.&
Asked,â€What Was That?â€
Tiger Smiled & Said,
“FAST FOODâ€â€¦ ;-> =P
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Papa: Beta, tum fail ho gaye. Mene to kaha tha na ki agar tum 12th pass ho jaogey to mein tumhe motorcycle dilaunga.
Beta: Mujhe pata hai papa.
Papa: phir tu fail kaise ho gaya?
Beta: Mein motorcycle chalana sikh raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
4 kam karo
1. Mobile switch off kro
2. Battery kholo
3. Sim nikalo
4. Mobile ko road pai dai maro
Jb koi msg hi nhi karna tou mobile
ki kya zarorat.
by Mazhar Khan (few years ago!)