Pathan
2 pathan masjid mai Namaz parhne gaye.
Namaz ke baad pehla bola: Shukar hai, Jammat mil gaii.
Dosre ne jawab diya: Haan, agar wazu karne chale jate to jamat nikal hi j
by HAQ (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Beemarchand ko dengu ho gaya
aur wo hakim ke paas ilaz ke liye gaya
Hakim : Kaise aana hua beta
beemarchand : Jee tabeeyat ttheek nahin hai. Liver mein pain ho raha hai
Hakim : Daaru peete ho
beemarchand: Haa. peeta hu... per abhi chhota Peg hee banaana ..
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Se: Tum To Aaj Doctor Ke Pas Janay Walay Thay,
Kyon Nahin Gay?
Pathan: Yara Ham Kal Jaey Ga,
Aaj Hamara Tabiat Kharab Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Policemn 2 His Son:
Tumahara Result Achha Nahi Aaya
Aaj Se Tumhara Khelna Aur Tv Dekhna Band
Son: Acha Ye 50 Rupee Pakdo
Aur Mamla Yahi Nipta Do
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil Try Karo Ke Umar Qaid Ho
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A pathan child was weeping. Teacher asked what happened.
Child replied, “Our school bell has broken.”
Teacher said, “Why r u weeping?”
Child replied,” How school will off now?”
by Pak101.com (few years ago!)
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
Logo Ki Biwion Ko Paas Bitha Kar Pati Ke Marne Ke Faide Batate Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
Q: What's the main difference between intelligence and ignorance? A: I don't know and I don't care! Q: What's white and hangs down from a cloud? A: The coming of the lord. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ko 500 or 50 Note Chaapne ka tender Mila.
Kanjoos Santa Ne kagaz bachane k liye Ek Taraf 500 or Dusri traf 50 ka Note Chhap Diye.
by Pak101.com (few years ago!)