GF: Mera Mobile Maa K Pas Rehta Hai
GF: Mera Mobile Maa K Pas Rehta Hai
BF: Agar Pakdi Gai To?
GF: Apka Number “Battery Low” Nam Se Save Hai, Jab Bhi Apka Phone Ata He Maa Kahti He Charge Kar Le Beta.
by Pak101.com (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
Ek Baar Ek Couple Park Mein Beithe Hote Hai.
Police Wala: “Park Mein Aise Beithe Ho, Bacho Pe Kya Asar Padega?”
Aadmi: “Hum Dono Married Hai”
Police Wala: “Toh Ghar Mein Ja Ker Betho Na”
Aadmi: “Tab Isske Pati Pe Kya Asar Padega“
by Pak101.com (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Pak101.com (few years ago!)
4 Pathan JANAZE Ko Tezi Se Lekr Qabron K Oper Se Guzar Rhe Thy
ADMI:Oe Sharam Kro! Neche MURDY Hain.
PATHAN:To Uper Konsa Hm Ne WORLD CUP Uthya Hua Hy.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost: Main Dekh Raha Hoon Kareem Tum Aaj Kal Ghar Se Ziada Bahar Rehtey ho Aakhir Wajah Kya Hai?
Kareem: Kuch Nahi Yaar Ghar main Chaaron Biwiyan Naak Main Damm Kar Deti Hain Isi liye.
Dost: Tumhari Chaar Biwiyan Hain?
Kareem: Na Bhai Na, Sab Doosron Ki Hain
Ek Abba ki
Doosri Bhai ki
Teesri Dada ki
Aur Chothi Nana Ki. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Musharaf gia Zardari aya
khote nal khota wataya!
ik chor geya Daku Aya
khote nal khota wataya!
Dassoo assi ki Kamaya
khote nal khota wataya!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy:Yar larkion ko “I love you” kehnay ki sub se achi jaga kon si hai? 2 boy:Mazaar 1Boy:woh kion? 2boy:kion k wahan unke paon mein chappal nahin hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Patni: Suno agar main mar jaaungi, toh aap royenge kya?
Pati: Toh abhi kya hans raha hoon kya……
by Pak101.com (few years ago!)
larki: ilove u
Larka : larki k sar per dupata de kr haath pakarta h or khta h behna 5 waqt ki namaz perha kro pyar mn kuch nahin rkha
larke k jane k bad larki apne hath mn pakri parchi kholti h to likha hota h
aqal ki aandhi marwae gi kya piche meri b.w thi phone per baat krte hn :p
by @irha@ (few years ago!)
Ek Baar Pappu Ki Biwi Aur Kutta Dono Beemar Ho Gaye,
Pappu Un Dono Ke Liye Dawa Lene Gaya Aur Dukandar Ko Kaha Ki,
Dono Ki Dawaein Alag Alag Lifafe Main Daal Kar Unke Naam Likh Dijiye,
Main Nahi Chahta Hain Ki Mere Kutte Ko Kuch Ho Jaaye.
by Pak101.com (few years ago!)