Santa hamptay kamptay ghar may dakhil
Santa hamptay kamptay ghar may dakhil huwa
Or haath may gold ka Ek cup pakra hua tha,
Wife: ye cup kahan say mila?
Husband: mai daur me first aya hun.
Wife: doosre aur teesre number par kon aya?
Husband: doosray number par police afsar aur teesray number par cup ka maalik...
by Pak101.com (few years ago!) / 945 views
Similar Jokes
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur brabar mein bhi, ek aadmi apne dost
ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai,
Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga
Doosra aadmi,
Jab tumhara dost chawal khane uthe ga
by Pak101.com (few years ago!)
Small boy: Dad can you write in dark??
.
Father: Yes I can do but what do you want me to write?
.
Small boy: You name on my "result card"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan Sharab peetay huay ro raha tha,
Kisi ne pocha khan sab ro Q rahe ho??
Pathan: Jis Larki ka naam bholana chah raha hn us ka naam yaad nahi aaraha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Best way to purpose a girl.
Take her to sea,
Say her to sit in a boat.
Then take the boat in the middle of sea.
Then say Marry Me
or Leave My Boat
by Pak101.com (few years ago!)
Son--- Can u write with your eyes closed ?
Father -- Yes.
Son-- Good ; can u sign my report card
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai
bhi security guard k sath bethi thi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Main Ne Apne Bete Ka Nam America Rakha Hai!
Banta: Kyou?
Santa: Main Duniya Ko Dikhana Chahta Hu Ki Main America Ka Bap Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
A BANIA cals reporter 2 print death of his GrandPa.
Clerk: 25rs/word
BANIA: Dada Dead
Clerk: Sorry, Min 5 words
BANIA: Dada dead wheelchair 4 sale
by Pak101.com (few years ago!)
Aik qaidi ne sathi ko bataya k main chori k jurm main pakra geya hon, waise ghalti meri hi thee..,
woh kaise? doosry ne poocha,
howa yoon ke main ne kutty se dosti karne main 2 mah laga deya aur chori wali raat mera pair billi ki dumm per aa geya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi srdar sy:
Isy Englsh me Trnslte kro
Dukh Hmesha sath Rhta Ha
Magr Khushi Aati Jati Rahti Ha”
Sardar:My Wife Is Always With Me
But Her Sister Comes & Goes
by Pak101.com (few years ago!)