A man was asked to explain in English
A man was asked to explain in English,
“Dukh hamesha sath rehta he magar khushi
aati jaati rehti hai”
Man: My wife is with me but her sister comes and goes
by Pak101.com (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Teacher Ne Class Main Kaha, Sab Bacche Angreji Ki VarnMala Sunao, Santa Ne Khade Hokar Poocha Choti Waali Sunaun Ya Badi waali.
by Pak101.com (few years ago!)
Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Hassaan Chohan (few years ago!)
Yaar
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shadi me Santa bahot der tak kha Rha ta Bnta-kab tak khaoge
Snta-Mai Khud kha- kha k dukhi hu
per kya karu card me likha tha Dinner 7 to 10 PM
by Pak101.com (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Mohammad Ali (few years ago!)
DAD: How did you enjoy your school trip to the seaside, son?
FRED: OK, Dad, but a crab bit my toe.
DAD: Which one?
FRED: Dunno. All crabs look alike to me.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt: Bhagwan muje drd de,
Dukh de, Tension de,
Mujhe barbad kar de,
Mere piche har muskil laga de.
Bhagwan : Abe ek line mein bol na "GIRLFRIEND" chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
A muslim couple after divorce.
Husband:- ab hamare beech koi rishta nahi bacha hai.
Wife:- aise mat bolo salim k abba.
Hum abhi bhi mousere bhai-behen hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki 2 Beveyan Lar pari..Aik boli k Aaj sunday Hay.or 2sari boli ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola
hum kya Pagal Hun. Jo Juma parh k Aya Hun?
by Tanveer Hussain (few years ago!)