A worried man to psychologist
a worried man to psychologist
my wife treats me as if iam dog
dr. does she abuse u, hits u or strave u?
man; no no worse she wants me to b faith ful
by Pak101.com (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Santa Helmet Pehen K Bahar Nikla To Police Ne
Kaha-Nikaal 50rs..
Santa-Abe Maine Helmet Pehni To He_
Police-Abe, Par Scooter Kaha Hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz kia Hai!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
wah wah!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA . Hahahahahahahaha
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Najomi aik student ka hath dekh kar bola beta tum bahut parho ge.
Student:o baba parh to me 10 saal se raha hun ye btao pas kb hun ga,
by Sabir shah (few years ago!)
2 choohe darkht pe baithe the ,darakht k neche se aik hathi guzra, aur aik chooha us k uper ja gira ,hathi ruk gaya, 2nd:daba k rakh sale ko me bi ata hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki se Bola
I love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K sir Ko Bolti Hun
Pathan: pagal ki buchi sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
"MERI" or "katreena KAif"
Ki 1 Aadat Same Hay
What . .?
Na Main Usay MSG Karta Hon
Na Woh MuJhe MSG Karti Hay...
Ye hota h pyar smjhy???
by Pak101.com (few years ago!)
Techr:
Jo mery swal ka jwab dy ga usy chuti.!
Pathan ne apna bag khirki se bahir phenka.
Techr:
Ye bag ks ne phenka ha?
Pathan: Main ne
yaa hooo!!!! Chutti..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Tum Kon Hoo
Biwi: Pagal Hogay Kya Apni Biwi Koo Bhol Gaye
Husband: Nasha Her Gham Bhola Deta He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Chor,Police se chupta hua 1 tuti Qabr me lait gya.Qareeb se kuch Pathan guzray to unho ne socha ke shayed log Mayat par Matti dalna bhool gaye.
Fatta fatt Matti dalna shuru kar di. Chor bola:
“Bachao Bachao”
Pathan:
“Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti daalo is par to Azaab shuru ho gaya ha..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pappu Bahut Jorr-Jorr Se Ro Raha Tha To Uski Maa Usse Puchte Hai.
Maa: “Alle Alle Mera Beta Kyu Ro Raha Hai?”
Pappu: “Dad Ne Mujhe Kissi Nahi Di”
Maa: “Tumne Unko Table Nahi Sunaya Hoga”
Pappu: “Baazu Wali Aunty Ko Kounse Tables Aate Hain?“
by Pak101.com (few years ago!)