Golu-mere bete ka credit card
Golu-mere bete ka credit card chori ho
gya
molu-bank ko bataya
golu-nai
chor mere bete se kam kharch krta hai
by Pak101.com (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal khat likh raha tha,
kisi ne pocha kis ko likh rahe ho?
Bola: "khud ko"
Pocha: "kya likha hai ?"
Bola: "mujhe kya pata abhi mujhe mila thori hai"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bush Sardar Se:
Kya Tumhe Swimming Ati Hai?
Sardar: No
Bush:
Tumse Kuta Acha Hai
Sardar:Tumhe Ati Hai?
Bush: Yes
Sardar:
Kutay Or Tum Main Farak Kya Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
One American boy giving interview 4 admission in school. Madam asks who is ur father? His mother says: please ask simple questions madam!
by Pak101.com (few years ago!)
kid: dad agr apko pata chalay k mai 1st aya hoon tou apko kaisa lagay ga???
dad: mai khushi say pagal ho jaoun
.
.
.
kid : bas isi waja say mai fail ho gya :
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan "Mazar" Pe Bomb Rakhte Hoy Pakra Gya.
Logo Ne Bht Maara 0r Pocha Aisa Q Kia.?
PTHAN ko Kuch Smaj Na Aaya To Bola:"Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani Thi"...:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by ashfaq (few years ago!)
muna ammi kaha ja rehien hain,
Ammi:beta main bazaar ja rehi hun,
Muna: “ammi main bi chalon ga”,
Ammi: “magar beta tum ne kal hi to kapre kharede hain”,
Muna: “ammi humhare teacher kehte hain ke roz naha kar naye kapre pehnte hain”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan hamesha Apne Mobile Ke Saath 1 Scissor Rakhta Tha,
Kisi Ne Poocha??
“Khan Saab Ye Konsi Science Hai ?”
Pathan: : O Yaara Kabhi Kabhi Call Katna Bhi Par Jata Hai Na.
by Pak101.com (few years ago!)
BV: Sharabi Shohr ko Sabq Sikhany k lye kala libas pehn kr khari ho gai Shohar Jhoomty hue, kon hu tum? BV: Shetan Sharabi: Hath milao mn teri Behan ka Shohar hon
by Mohammad Ali (few years ago!)