Baap ne betay se kaha
Baap ne betay se kaha :
'dekho ye aaj tumhari teacher ki taraf se mujhe 1 letter mila he....'
Beta : 'aap bay-fikar rahen, mein ammi ko nahi bataon ga.
by Pak101.com (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
Agar Shahjahan Hum Jaisa Hota,
Agar Shahjahan Hum Jaisa Hota,
Kis Kis Ke Liye Banata Taj
Hamein To Nazar Aati Hai Har Larki Mumtaz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Yar Tumhare Number ka
Keya Problem hy?
Me ne abi call ki tou
operator boli
Welcome 2 Jungle
ap Ka Matloba Bandar
Darakht se UltaLatka Hua Hy plz
Try Later,
by Abdul Hannan (few years ago!)
FILM
“Looto Pakistan”
HERO:
Zardari
HEROIN:
Shery Rehman
SIDE HERO:
Yousaf Raza G.
VILLAN:
Amin Fahim & nawaz sharif
GUEST APPEARANCE:
Altaf Husain
SUPPORTING ACTOR: Fazal-ur-Rahman and asfand yar wali.
SIDE VILLANs: Chaudhry Brothers
DANCERS:
Fehmida Mirza & Kashmala Tariq
DHMAKAY DAR MUSIC BY:
Taliban
ACTION BY:
Pak Army
SUSPENSE BY: Chief Justice
FINANCED BY:
Poor People Of Pakistan
coming soon
in all mobiles in pakistan….
by Abdul Sami (few years ago!)
Queen Elizabeth & Pathan were havng candle light dinner.
Queen says-Pass d wine u divine!
"Pathan thinks-"how poetic"!Pathan says-"pass d roti u moti":D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
lecature k darmayan aik larka uath kar cahla gaya
teacher; yea keo uth kar cahla gaya? larke ka dost; sir is ko nend me cahlny ki adat ha
by Pak101.com (few years ago!)
ekho yaar?
kisi ne bilkul khali msg bheja he.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari or glass gira diya. Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena...
Chooha Muskuraya
Or Bola Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy me tha...?
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi me Jab Tumko koi Rasta Dikhai Na De
Koi Manzil Dikhai Na De
Koi Apna Dikhai Na De
Tu Tum Mere Pas aa jana
Me Tumhen
Aankho k Doctor K Pas Le Jaonga
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larka aur ek larki date per jaatai hain. Dono bhohut hi romantic mood mai hotai hain. Larki nai phir barai pyaar se larke sai poocha,
"kya tum shadi ke baad bhi mujse itna pyaar kero gai" Larkai nah jawab diya "haan agar tumhare husband koh itraaz nah ho to"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar tujhe bus mein thapad kyun pada?
Banta: Pata nahin yaar, meri photo neeche gir gayee thi, maine kaha behen ji zara saadi upar KaRNa photo leni hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)