A woman is sitting
A woman is sitting at a bar. A man approaches her. Hi, honey, he says. Want a little company? Why? asks the woman. Do you have one to sell?
by khalid hussain (few years ago!) / 1007 views
Similar Jokes
Dukaandar : Aap Ye PEN Le Jaiye Khub Chalega
SANTA : Mujhe Chalnewala NahiLikhnewala PEN Chahiye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Secretary: Sir aap muje naukri se
nikal toh nahi rahe??
Boss: Nahi, par tumhe kisne
kaha?
Secrtary: Wo aapne Cabin se sofa
aur Bed hatwa diya na Isliye
by Pak101.com (few years ago!)
Teri aawaz sunne ko jab hum taras jate hai,
Toh hum ghise pite C.D. zabardasti chala lete hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
5 Sardar owr 1 Pathan Helicopter ki rassi se Latky howe thay
.
Pilot ne kaha ke Load zayada hai eslie 1 Fard ko koodna hoga
.
Pathan yai sun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
RAAZ Rozana Apne Padosi Ki Bell
Baja K Bhag Jata Tha
Ek Din Padosi Ne Pakad Kar Pucha-Ye Kya Harkat
Hai?
RAAZ-Mai Miss Bell Marta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ek Bar Apni Gf Ko Milne Gaya To Uski Gf Ne Kuch Sungh Kar Kaha
Gf: “Aapne Muli Ke Paranthe Khaye Hai?”
Santa: “Nahi Nahi, Main To
Sandwich Kha Ke Aya Hun”
Gf: “Dont Try To Lie, I Know Lips
Can Lie But Hips Dont Lie“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar exam me question aaya- HIPS PE ESSAY LIKHO!
Santa apni pant kholkar hips dekh raha tha tabhi Banta bola- MAM! USNE KUNJI KHOL RAKHI HAI!!
by Pak101.com (few years ago!)
mom-sweety time kya hua?
sweety-mom clock kharab hai, torch do mobile mai dekh ke batati huin
by Pak101.com (few years ago!)
After car accident
American: Its fine man...
British: Im So Sorry
chines: are u oky?
Pakstani:O BhaRve, Andha hai Kya, Kutte ki tarha chala rha tha,Tere Baap ka Road hai ...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh
ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko
kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat
jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh
sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi
tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi
kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Tanveer Hussain (few years ago!)