Shadi se pahle aap roj gift
Patni- shadi se pahle aap roj gift dete they,par ab nahi dete,kyu? Pati: kabhi tumne machuware ko machli pakadne ke baad usey dana dalte dekha hai kya?
by Pak101.com (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
pappa: mummy kyu chup baithi hai?
santa: kuch nahi, mummy ne lipstick maangi thi, lekin maine fevistick de diya
by Pak101.com (few years ago!)
1 pagal aadmi bahut der se chand ko dekh rha tha.
aur thodi der baad bola jalte raho beta,
jab bijli ka bill aayega tab pata chalega.
by Pak101.com (few years ago!)
1980-bhaisab enginir sahab ka ghar konsa hai?
wo jobada bangala hai wo
2014-xcuse me yaha enginir sahab ka ghar konsa
hai?
abey kisi b ghar me ghus ja
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banti ko dost ne khane pe bulaya.
Banti jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha aur likha tha maine tumhe pagal banaya :P
Banti ne hoshiyari dikhai or niche likh diya “Main toh aaya hi nahi tha” :
by Pak101.com (few years ago!)
Qurbani k din bv shohar se:ap janwar kab lao ge?
Shohar:begam mujhe hi zibah kar lo
bv:gadho ki kamai halal hai magr qurbani haram hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Modern Day Break Up..
Gal: I Wanna Break Up With U..
Boy: Why??
Gal: Bcoz U Didnt Comment On My Pic On
FACEBOOK!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Saas : Bahu aaj se mujhe apni Maa aur saurji ko BAAP samjhoTodhi der baad door bell bajati hai uss ka sohar aata hai
Saas: Bahu se kon hai?Bahu: Maa BHAI SAHIB aaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Did Ramesh furnish his whole house with second-hand stuff?
Santa: Yes, he even married a widow.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik buzarg se kisi ne pucha: Aap hmesha zameen per hi kyu bethtay hain?
Bazurg ne boht khubsurat jawab diya
Beta… Ap ko koi takleef hai?
by hearthackervsgirls (few years ago!)