Khamoshi Ka Matlab
Kiya Aap K Ghar Walon Ko
Pata Hai k Aap Pagal Hen.??
.
Haan Ya Nahi Me Jawab Den.
Agar Aap Ny Jawab Na Diya To
Yaad Rakhen,
Khamoshi Ka Matlab Haan Hota Hai.. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1336 views
Similar Jokes
Jungle ki baat hai ek cheeta Cigar ka kash lagane hi wala tha ki achanak ek chuha
wahan aaya aur bola.
Mere Dost Chod Do Nasha, Aao Mere Sath Bhaago, Dekho Yeh Jungle Kitna
Haseen Hai, Aao Mere Saath Ek Nayi Duniya Dekho
Cheetay ne ek socha aur phir choohe ke sath daudhne laga.
Aage ek haathi afeem pi raha tha, chooha phir bola.
Mere Dost Chod Do Nasha, Aao Mere Sath Bhaago, Dekho Yeh Jungle Kitna
Haseen Hai, Aao Mere Saath Ek Nayi Duniya Dekho
Haathi bhi sath dorne laga.
Agay sher vodka ka peg bana raha tha, choohe ne usay bhi wohi kaha.
Sher ne glass side mein rakha aur choohe ko 7-8 thappad maarey.
Haathi bola, Arey ye to tumhe zindagi ki taraf le ja raha ha, kyon
maar rahay ho is bechare ko ?
Sher bola, Yeh Kameena pichli baar bhi cocaine pi kar mujhe 3 ghante
jungle mai ghumata raha
by Pak101.com (few years ago!)
a boy went to doctor with ingection on his face.
after checking,
doctor said"girl friend ko bolo lipstick ka brand badle lakme se alergy hai:-]..........
by Pak101.com (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st Sardar:
0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kia Jae?
2nd Sardar:
Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai K Admee So He Jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: aji, koi peeche mere pair choo rahaa hai.
Husband: peeche mud ke apna chehra dikha, woh choonaa bandh kar dega
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larka Doosray Say: Tunay Meri Girlfriend Ko Propose Kio Kia ?
Doosray Larkay Nay Mast Jawab Dya,
Jab Tak Larki Kunwari Ha, Na Teri Ha Na Meri Ha.
Bas Samjh Lo K Sarkari Ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher
Batao Daryaaft or Ejaad me kya farq hai ?
Pathan
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya
or phir.
dono ne mil kar mujhe EJaad kia.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k
humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie
Nokrani hi Nhi Hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Pathan Ne Bank Se Loan Le Kar Car Li Lekin Loan
Wapas Na Kar Saka Bank Walay Car Le Gaye
Pathan: Pehlay Pata Hota
To Shadi Bhi Bank Se Loan Le Kar Karta!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai. mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Pak101.com (few years ago!)