Every woman needs
Every woman needs a husband Bcoz there are a number of things that go wrong For everything u cannot blame God or the Government
by Pak101.com (few years ago!) / 651 views
Similar Jokes
What is the Colour of Frequency?
Ans: Purple
How?
Frequency=1/time
means 1/sec
1sec = Ek Pal
1/Pal= Per Pal
Per Pal= PURPLE..!
PHYSICS hila kar rakhdi. :-)
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Ek bacha mummy se pitne k baad,
Papa kabhi aap jungle gaye ho ?
Papa- Nahi beta
Bacha- Phir aap itna khofnaak item kahan se pakad laye
by Pak101.com (few years ago!)
Proffeser to stdnt-
what is attentn deficit hypractive disordr??
Stdnt-
jumbalakadi bamba! Holsga volsga...
Proffesr- i din't get u...
Stdnt- same here..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi CRICKET me hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: ALLAh k nam par ek rupiya do
Dokandar: Baba kal ana ,
Faqeer: Es kal kal ke chakar me
Es Market me mere Lakhon rupay phanse howe hain :8
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.
Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.
Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”
Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro Rahe Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni bhabi qatal kr di
Police: Q ki?
Pathan: Mere dost k pas cal aai.Wo hans hans k bat kr rha tha
Main ne pucha kon hai?
To bola tumhri BHABI..
by itrat batool (few years ago!)
SARDAR:- Yar iska matlab kya hota hai, "I AM GOING"?
FRIEND:- Main jaa raha hun.
SARDAR:- Saaley, aise kaise jayega, 20 aur bhi aise ja chuke hain....answer bata ke jaa..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 Friends Jungle Main Bathroom Kar Rahay Thay,
Achanak SHER Agaya.
1st Friend: Oye Tu Dar Tou Nhi Raha Na?
2nd Friend: Nahi Nahi Yaar, Main Tou Nahi Dar Raha…
1st Friend: Tou Phir Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha…..:O
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Pak101.com (few years ago!)