Child donkey
child donkey: mummy mai kis ke saath khelu, sabhi donkey kam me vyast hai.
Mother donkey: thodi der ruk beta uncle abhi sms padh kar free ho jayenge.
by Pak101.com (few years ago!) / 946 views
Similar Jokes
Sardar told his son:
‘‘o tu ghabra mat,
tu to sher da puttar hai.‘‘
Beta:‘‘papaji,Class teacher bhi yehi bolti
Hai k tu kisi jaanwar ki
Hi aulad hai‘‘
by Pak101.com (few years ago!)
Aik nan'na school se ghar aya to ammi se kaha”ammi bhook se pate main dard ho raha hay”. Is ki ammi ne jaldi se khana lagya or kaha”zahir hay pate main kuch ho ga nahi to dard to ho ga” Shaam ko bacha jab homework kar raha tha to bara bhai andar aya or kehne laga”ke ammi sir main bohot dard hay”nan'ne ne foran kaha zahir hay jab sir main kuch ho ga nahi to sir main dard to ho ga.”
by Abdul Basit (few years ago!)
Husband texts to wife on cell.. "Hi,what r u doing Darling?"
Wife: I'm dying..!
Husband jumps with joy but types "Sweet Heart, how can I live without U?"
Wife: "U idiot! I'm dying my hair.."
Husband: "Bloody English Language!
by tanveer hussain (few years ago!)
Molvi 22 bachon aur bv k sath dost k ghar dawat pe gia
dost bari faimly dekh kar bola:haya nai aai?
Molvi:nai us k papar ho rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Mujhe Laga Aap Mard Ho
Train chali, Santa ek dibbe mai chadh gaya
TT bola: kyun praaji, nazar nahi aati, ye ladies dibba hai
Santa: Sorry ji, mujhe laga aap mard ho
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye Aur Zindagi Mein Pehli
Baar Rikshaw Dekha.
Santa Rikshaw Dekh Ke Bola.
Santa: “Dekho Kitna Chhota Taanga Hai”
Banta: “Haan Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jesa Dikhta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Funny Ramesh:Hamne Mobile Marriage Bureau Shuru Kiya Hai
Shadi Ke Liye 1 Dabayen,Mangni Ke Liye 2 Dabaye
Suresh:Doosri Shadi Ke Liye Kya Dabaye?
Funny Ramesh: Doosri Shadi Ke Liye Pehle Waali Patni Ka Gala Dabye
by Pak101.com (few years ago!)
Raat Ka Time Tha
Ek Larki So Rhi Thi,
Achanak
Ek Larka Us K Bister Ke Paas Aaya
.
Uski Chadar Hatayi
Or
Uska Hath Pakar Kr Bola
.
.
.
"Aaappi,
Potti Karva Do DAR Lag Rha Hy" Soch Badlo
Mulk Badle Ga
"TAHREEK INSAAF"
Tabdeeli Ki Janib Aap Ka Pehla Qadam.::D:P
by Hassan Ali (few years ago!)