Chal bahar chalte hai,
Banta: chal bahar chalte hai, taazi hawa kha kar aate hai
Santa: Tu chal me Chammaj Plate lekar aaya
by Pak101.com (few years ago!) / 1071 views
Similar Jokes
Santa: Dudh ke saath do roti kha raha tha
guess why?
kyonki Doctor ne kaha tha halka khana lena hai
jaise Dudh, Double Roti
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : Tumhari biwi ka kya naam hai?
Banta : Google Kaur.
Santa : Ye kaisa naam hai?
Banta : Yaar mein jaha bhi hota hoon, wo mujhe dhoondh hi leti hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,
Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi
latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,
Bartan Lelo Bartan
by Pak101.com (few years ago!)
2 aurton ko 20 saal ki saza mili 20 saal ek sath jail me guzaar kar jab dono riha hui to dono ne muskurate hue kaha
Chalo ab baqi batein ghar phnch kr krte he :P
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi
Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe
nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hain. 10% interest ke hisab se voh 1 saal bad loan vapis karte hain. Batao kitne paise vapis karenge?
Child: Kutch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Child: Me to maths janta hu, par aap mere papa ko nahi jante.
by Pak101.com (few years ago!)
Pehla pagal: Tum ne kahan tak parha hai?
Doosra pagal: Mein ne M.A kiya hai, ab soch raha hoon Matric kar loon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tchr:Galti hone pe maafi magne waale ko kya kehte hai.?
Stud:Samajhdar.
Tchr:Aur galti na hone pe b mafi magne waale ko kya kehte hai.?
Stud:Boyfrnd...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Clinic k aage lambi line thi,
1Aadmi bar-bar line me ghusta tha,
par log usko pakar k piche phek dete the
.
.
.
.
.
.
.
Admi:”Lage raho,
Saalo clinic hi nahi kholunga”. :D
by hearthackervsgirls (few years ago!)