Santa ki Maa Ki tabiyat kharab thi
Santa ki Maa Ki tabiyat kharab thi, Hospital gaye to Doctor ne kaha ki "Test" Hongi. Santa: Inki umar zyada hai test nahi One-Day ya T-20 karwa lo
by Pak101.com (few years ago!) / 1224 views
Similar Jokes
Snta ki girlfriend ne usko message kya
"I Miss U"
Bohat dair sochny k baad Santa ne jawab diya
"I Student U"
by Pak101.com (few years ago!)
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8 baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Prays Daily For 2 Hours
Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears Says Oey
Uloo De Pathay Ticket To Le Le
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy : hii
Girl : what
Boy : how are u?
Girl : do I know u?
Boy : I\’m Rich…
……Girl : Oh!!, I\’m layla 18 years old ! do u wanna go out ???
and btw I like ur hair =)
Boy : my name is Rich , and yours ??
Girl : sorry I don\’t talk 2 boys … =P ;->
by nadeem (few years ago!)
Master : kanjus kise kahte hai
Student : jo 100 sms send karne par b reply nahi krte
master : very good ek example batao
student : aapki beti.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hum chaat par chade patang udane ke bahane,
Wo bhi chaat par aayi kapde sukhane ke bahane,
Uske mummy ne jo dekha ye hasi najara,
Jhadu le aayi wo bandhar bhagane ke bahane.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Shehzada Saleem: Meray Ammi Our Abba Huzoor
Mujh Say Itni Mohabbat Krtay Thay,
K Poori Poori Raat Wo Dono Mujhay Sulanay K Liye Jaagtay Rehtay,
Laikin Main Phir Bhi Nahi Sota Tha…
Wazeer: Shehzada Hazoor,
Ap Ka Iqbal Buland Ho. Ap Ki Isi Bagherti Ki Waja Say Aap Iklotay Reh Gaye…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathaan fish le k aya
1 Pathaan fish le k aya. Bili use kha gai. Us ko gusa aya, us ne doodh wala patila utha kr us k agay rakh diya or bola
“Isko bhee p ja. tum ko phulberi niklay”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 kainat
9 seyare
214 mumalak
809 jaziry
7 samandar
8 billion log
lakin ganja pher bi pakistan k hise me aa gaya.
by Sabir shah (few years ago!)