Biwiya apne pati
Biwiya apne pati ko"A.G" Q kehti hai?Q k biwiya izzatdar hoti hai,bahar bazar me"ABE GADHE"Nahi bol sakti isiliye short me AG bolti hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1020 views
Similar Jokes
SANTA-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa rahe hai
BANTA-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa school me hans raha tha,
1 ladhka bola chup kar
santa:-Q,tum kon ho..?
Ladhka:-main moniter hu
Santa bola:-main CPU hu...Ab bol...
by Pak101.com (few years ago!)
Arz Kiya He..
Jo Kehti Thi Tujhe DiL Me LocK Kar Diya
Jo Kehti Thi Tujhe DiL Me LocK KarDiya
.
.
.
Aaj uSi Ne Facebook Pe BLocK Kar Diya..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aap Pagal Ho
Ap”P.A.G.A.L” ho . . . . Ghussa nahi krna mere pas proof hai k ap P.A.G.A.L ho . . . . . . . P=pyare A=ache G=Great A=anmol L=lovley kaha tha na PAGAL ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy : Maine Suna hai is Ghar Mein Jin Bhot aur Rohain Rehti Hy
Pathan : pta Nai
Mje to Khud Mare Hue 8 Sal Hogye
Moral: pathano ko marne k bad B akal nae ati
by Pak101.com (few years ago!)
BHIKHARI:MAAI,1 RUPIYA DE DE!!
3 DIN SE BHUKHA HU!
MAI: 1 RUPIYE KA TU KYA KAREGA?
BHIKHARI:WEIGHT KARVAUNGA,
DEKHNA HAI KITNA KAM HUA H
by Pak101.com (few years ago!)
How is a police car like a women?
It flashes and It usually has a d*ck in it.
by Pak101.com (few years ago!)
Master- 2 me se 2 gye to kitne rhe.
Sardar-samjh me nhi aya masterji.
Mster-Beta tumare pas 2 Roti h,tumne 2 roti khali,tumare pas kya bacha? Sardar-sabji..!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: aaj tum udaas Q ho?
husbend: aaj meri maa or meri behen alag alag ho gaen.
Wife: koi baat nhi,
Ab me agai hu na,
Me tmhari maa behen ek kr dungi;-)
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR Apne Baap K Saamne Cigrate P Raha Tha…
1 Aadmi Bola:
Oye Baap K Saamne Cigrate P Raha Hai..?
SARDAR: To Baap
Konsa Petrol Pump Hai Jo Urr Jaiy Ga..?
by Pak101.com (few years ago!)