Banta: Santa dhobi se te T Shirt
Banta: Santa dhobi se te T Shirt Ulti karke press kar dena!
Ek din Baad
Banta: Meri T shirt press ho gayi?
Santa: Babooji press kaise karta, koshish to bahoot ki lekin ULTI aa hi nahi rahi.
by Pak101.com (few years ago!) / 979 views
Similar Jokes
Husband :ab tm hi aik wahid ho jo is ghar ko janat bana sakti ho,
wife khush hote howe: wo kaise?
Husband:apne maiky ja kar
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan In Computer Exam
Examiner"What is Microsoft Excel?"
Pathan: "It is a new brand of Surf Excel to clean the computer :p
by Pak101.com (few years ago!)
1980 girls : Maa mei Jeans pehanungi
Maa : Nahin beti log kya kahengey ?
2006 girls : Maa mein mini skirt pehanungi
Maa : Pehen Le beti kuch to pehan Le!
by A. Sami (few years ago!)
Santa Apne Office Se Chori Se Jaldi Ghar Gaya,
Waha Usne Apni Biwi Ko Boss Ke Sath Mast Wali Harkate Karte Dekha,
Wo Bhag Ke Office Wapis Office Pahuncha Aur Man Hi Man Mein Socha
Santa:Baap Re Baap! Aaj Boss Dekh Leta To Pakka Naukri Gayi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Bakri Ko Bus Mein Le Ke Gaanv Jaane Laga To Conductor Ne Mana Kar Diya.
Santa Ne Dimag Chalaya Aur Bakri Ko Burkha Pahna Ke Bus Mein Le Gaya Aur Conductor Se Bola
Santa: “Ye Meri Naani Ji Hai Budhape Ke Karan Jhuk Gayi Hai”
Thodi Der Baad Bakri Ne Potty Kar Di, Conductor Ne Dekha Aur Chilla Kar Bola
Conductor: “Sardar Ji, Aapki Nani Ki Rudraaksh Ki Maala Toot Gayi.“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Makhi Ki Halat Bohat Kharab Thi Wo Doctor K Pas Gai…
Doctor:Kiya Howa ?
Makhi: Bas Chae Mein Gir Gai Thi
1 “*MEMON” Ne Choos Choos K Bura Haal Kar Diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher : Bachcho aaj hum grammar padhnge...
"1 aurat 1 khidki se jhaank rahi hai"
Studnt: Ye
Ek vachan hua..
Teacher : "Bahut si aurte khidkiyo se jhak rahi hain"
.
Studnt : Ye toh REDLIGHT area hai :D :p
by Pak101.com (few years ago!)
Dhadkan dil ki ruk jati hai,
Sanse aksar tham jati hai,
Bahut buri halat hoti hai yaaro,
Jab Girlfriend se shadi karne ki naubat aati hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
3 Banday Hajj Nahi Kr sktey
1) ASIF zarari , Q k Koi Shakhs Apney ap ko Pathar Nai Mar sakta !!!!
2) ALTaf bhai , Q k hajj telephone pe nahi ho sakta!!!! :-
3) Nawaz sharif , Q k koi shakhs
1 Crore k Bal Lagwa kar Tind nahi Karwa ay ga...
by Pak101.com (few years ago!)
Mujrim Ne Apne Pathan Vakeel Ko Kaha: “Koshish Karna Umar Qaid Ho Phansi Na Ho“
Vakeel: “Tum Chinta Mat Karo“
Court Ke Baad
Mujrim: “Kya Hua?“
Pathan: “Bahut Mushkil Se Umar Qaid Karwai, Adalat To Riha Kar Rahi Thi“
by Pak101.com (few years ago!)